Mastana Nigaho Ke Deewane Lyrics

in

"Mastana Nigaho Ke Deewane" Song Details:

Movie: Garibi (1949)
Singer(s):Shamshad Begum
Lyricist(s):Shewan Rizvi
Composer(s):Bulo C. Rani
Music Director(s):Bulo C. Rani
Genre(s):Masti
Director(s):Ramchandra Thakur
Music Label:© Saregama
Starring:Jairaj, Geeta Bali, Nirupa Roy, P Kailash, Usha Kiran, Ramesh, Thakur, Jawahar Kaul

Mastana Nigaho Ke Deewane Lyrics – Shamshad Begum

lyricsbogie.com
Mastana nigaho ke
Deewane hazar hai
Mastana nigaho ke
Deewane hazar hai
Jalta nahi koi bhi
Parwane hazaro hai
Jalta nahi koi bhi
Parwane hazaro hai

Is ishk ki duniya mein
Humne to yahi sikha
Humne to yahi sikha
Is ishk ki duniya mein
Humne to yahi sikha
Humne to yahi sikha
Hoshiyar bahut kam hai
Deewane hazaro hai
Hoshiyar bahut kam hai
Deewane hazaro hai
Mastana nigaho ke
Deewane hazar hai
Jalta nahi koi bhi
Parwane hazaro hai
Jalta nahi koi bhi
Parwane hazaro hai

Na aag kabhi dekhi na
Uthte dhua dekha
Na uthte dhua dekha
Na aag kabhi dekhi na
Uthte dhua dekha
Na uthte dhua dekha
Dil jalne ke ulfat mein
Afsane hazaro hai
Dil jalne ke ulfat mein
Afsane hazaro hai
Mastana nigaho ke
Deewane hazar hai
Jalta nahi koi bhi
Parwane hazaro hai
Jalta nahi koi bhi
Parwane hazaro hai

Sab marne ko kahte hai
Koi bhi nahi marta
Koi bhi nahi marta
Sab marne ko kahte hai
Koi bhi nahi marta
Koi bhi nahi marta
Kahne ko mohabbat ke
Deewane hazaro hai
Kahne ko mohabbat ke
Deewane hazaro hai
Mastana nigaho ke
Deewane hazar hai
Jalta nahi koi bhi
Parwane hazaro hai
Jalta nahi koi bhi
Parwane hazaro hai.

Mastana Nigaho Ke Deewane Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.