Marne Ka Gham Nahin Lyrics

in

“Marne Ka Gham Nahin Lyrics” is a Hindi song from the Indian film Deedar-E-Yaar (1982). The song has been sung by Asha Bhosle. The music of the song is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal) and Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) and the lyrics are penned by Kaifi Azmi. The Hindi film is directed by Harnam Singh Rawail and stars Jeetendra, Rekha and Rishi Kapoor .

"Marne Ka Gham Nahin" Song Details:

Movie: Deedar-E-Yaar (1982)
Singer(s):Asha Bhosle
Lyricist(s):Kaifi Azmi
Composer(s):Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director(s):Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Genre(s):Mujra
Director(s):Harnam Singh Rawail
Music Label:© Shemaroo
Starring:Jeetendra, Rekha, Rishi Kapoor
Release on:22nd October, 1982

Marne Ka Gham Nahin Lyrics – Asha Bhosle

Marne Ka Gham Nahin Hai
Marne Tak Gham Nahi Hai
Jita Hai Pyar Marke Aasha Ke Band Hote
Didar Yaar Karke Aasha Ke Band Hote
Didar Yaar Karke Ho
Marne Ka Gham Nahin Hai
Marne Tak Gham Nahi Hai
Kismat Jo Sath Deti Uske Kadam Par Marte
Kismat Jo Sath Deti Uske Kadam Par Marte
Uske Kadam Par Marke Kya Kya Na Naz Karte
Le Jate Uske Zarre Aankho Me Apni Bhar Ke
Aasha Ke Band Hote Didar Yaar Karke
Ho Marne Ka Gham Nahin Hai

Meri Taraf Se Badkar Lakho Balaye Lena
Meri Taraf Se Badkar Lakho Balaye Lena
Muh Dekhna Tu Uska Sau Sau Duvaye Dena
Khawabo Ki Vaid Dulhaniya
Jab Aaye Saz Sawar  Ke
Aasha Ke Band Hote Didar Yaar Karke
Ho Marne Ka Gham Nahin Hai

Hum Naram Naram Kaliya
Gulshan Se Chun Ke Laye
Hum Naram Naram Kaliya
Gulshan Se Chun Ke Laye
Aur Sari Kaliya Teri Raho Me Hum Bichhaye
Aur Khud Chaman Se Lote
Aanchal Me Kante Bharke
Aasha Ke Band Hote Didar Yaar Karke
Ho Marne Ka Gham Nahin Hai

Ye Pyar Ki Kahani Puri Kabhi Na Hogi
Ye Pyar Ki Kahani Rakhegi Dur Tujhse
Humko Ye Zindagani
Pehunchenge Pas Tere Hum Jaan Se Gujar Ke
Pehunchenge Pas Tere Hum Jaan Se Gujar Ke.

Marne Ka Gham Nahin Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.