Mariz-E-Mohabbat Lyrics

in

"Mariz-E-Mohabbat" Song Details:

Album/Label: Awargi Mein Had Se
Singer(s):Munni Begum
Composer(s):Munni Begum
Music Director(s):Munni Begum
Genre(s):Ghazal
Music Label:© Times Music
Release on:15th April, 2013

Mariz-E-Mohabbat Lyrics – Munni Begum

Mariz-e-mohabbat unhi ka fasana
Sunata raha dum nikalte nikalte
Mariz-e-mohabbat unhi ka fasana
Sunata raha dum nikalte nikalte
Magar zikr e shamil alam jab ki aaya
Magar zikr e shamil alam jab ki aaya
Charag shahar bujh gaya jaltey jaltey
Mariz-e-mohabbat…

Irada tha talki mohabbat ka lekin
Farebe tabassum me phir aa gaye hum
Irada tha talki mohabbat ka lekin
Farebe tabassum me phir aa gaye hum
Abhi khake thokar sambhal ne na paaye
Ke phir khayi thokar sambhalte sambhalte
Abhi khake thokar sambhal ne na paaye
Ke phir khayi thokar sambhalte sambhalte
Mariz-e-mohabbat…

Are koi waada khilafi ki had hai
Hisaab apne dil mein laga kar toh dekho
Are koi waada khilafi ki had hai
Hisaab apne dil mein laga kar toh dekho
Qayamat ka din aa gaya rafta rafta
Mulakaat ka din badaltey badaltey
Qayamat ka din aa gaya rafta rafta
Mulakaat ka din badaltey badaltey
Mariz-e-mohabbat…

Unhe khat mein likha ke dil mujtareeb hain
Jawaab unka aaya mohabbat na karte
Unhe khat mein likha ke dil mujtareeb hain
Jawaab unka aaya mohabbat na karte
Tumhe dil lagane ko kisne kaha tha
Behel jayega dil beheltey beheltey
Tumhe dil lagane ko kisne kaha tha
Behel jayega dil beheltey beheltey
Mariz-e-mohabbat..

Hame apne dil ki toh parwaah nahi hain
Magar dar raha hoon ye kamsin ki zid hain
Hame apne dil ki toh parwaah nahi hain
Magar dar raha hoon ye kamsin ki zid hain
Kahin kaai naajhuk mein moch aa na jaaye
Dil e saaq jaa ko masaltey masaltey
Kahin kaai naajhuk mein moch aa na jaaye
Dil e saaq jaa ko masaltey masaltey
Mariz-e-mohabbat..

lyricsbogie.com
Woh mehmaan hamare huye bhi toh kab tak
Huyi shamaa gul aur na doobe sitaare
Woh mehmaan hamare huye bhi toh kab tak
Huyi shamaa gul aur na doobe sitaare
Kamal kis kadar jaldi thi ghar ko
Woh ghar chal diye chaandni dhaltey dhaltey
Kamal kis kadar jaldi thi ghar ko
Woh ghar chal diye chaandni dhaltey dhaltey

Mariz-e-mohabbat unhi ka fasana
Sunata raha dum nikalte nikalte
Magar zikr e shamil alam jab ki aaya
Magar zikr e shamil alam jab ki aaya
Charag shahar bujh gaya jaltey jaltey
Mariz-e-mohabbat..

Mariz-E-Mohabbat Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.