Mangal Raat Lyrics – Prerna Shridhar, Tochi Raina
Woh mujhse milne wali thi
Sola saal ki kanwaari thi
Woh mangal raat deewani
Janmo se pyaasi thi
Woh mangal raat deewani thi
Woh mangal raat deewani thi
Woh mujhse milne wali thi
Wahan lanlod mera lod mera lod mera
Lanlod mera lanlod mera aa gaya
Woh batti ghul karva gaya
Mangal raat ki deewani thi woh
Nayi waali raani
Bahot kuch karna bhi tha mujhko
Eoh karvane bhi wali thi
Full taiyyari karke baitha thaa
Fursat se main khurshi pe
Saath mein cake bhi laya thaa
Saamne wali bekari se
Pandra Mint ki thi deri
Bas woh aane hi waali thi
Usse pehle aaya lanlod
Ghar ki mcl gira di
Humm niche lanlod phir maaka seen
Kaise chadhegi raani floor teen
Mangal raat ki deewani
Humm niche lanlod phir maaka seen
Kaise chadhegi raani floor teen
Aur chaar inch ki highheel
Karvayegi tera poora seen
Mangal raat ki deewani
Aage ka kuch seen hai aisa
Dhidh budhha jaavena
Jo dhidh budha jaavena
To raani upar aavena
Bas budhhe ko bhagana hai
Raani ko bulana
Iske baad ka karyakram
To barso purana hai
Phir dabe paaon main aa gayi
Sabka popat main bana gayi
Mangal raat ki deewani
Phir dabe paaon main aa gayi
Sabka popat main bana gayi
Woh pada tha andhe kamre mein
Main uska luck jaga gayi
Thik ek baje hi huaa kuch aisa
Huyi kuchh aisi baat
Ke maine kaata thaa cake
Par woh mujh ko gayi kaat
Woh bhi thi pyaasi kuch din se
Main bhi akela thaa
Poori katkhani to main
Bhi kaise noaa thaa
Humm jab subah ke
Baj gaye saade teen
Tab finish hua tha mera seen
Mangal raat ki deewani
Humm jab subah ke
Baj gaye saade teen
Tab finish hua tha mera seen
Main poori raat laga gayi
Tujhko jannat dikhla gayi
Summer vacation chal raha hai
Upar se light gayi
Socha nahi tha
Lekin ho gaya to ye bhi sahi
Garmi mein mathe se tapke pasina
Jo garmi lage to take shawar wahin
Woh mangal raat deewani thi
Main usse milne wali thi
Wahan landlod tera tera lod tera
Lod tera lod tera aa gaya
Woh batti ghul karva gaya.