Manavta Hogi Lyrics – Lata Mangeshkar
Manavta hogi kisi aur mein na aisi
Paavanta tujh mein hai ganga jaisi
Phir bhi main pyaasi preet teri kasi
Manavta hogi kisi aur mein na aisi
Paavanta tujh mein hai ganga jaisi
Ho tujhe chaand taare dekhte hain saare
Darsh ko vyakul hai nain humare
Darpan saa nirmal hirday tera komal
Phir kyun baitha hai mujhko bithaye
Kiran tujhko tune pawan lipat jhoome
Ek main hi tarsoo ye reet teri kaisi
Manavta hogi kisi aur mein na aisi
Paavanta tujh mein hai ganga jaisi
Oo tu hain ratan mera jag hai lootera
Chhin le na koi yeh jeevan dhan mera
Tu hain ratan mera jag hai lootera
Chhin le na koi yeh jeevan dhan mera
Sab ko pyaar baate mujhe bhi baate
Nirmohi sajna yeh preet teri kaisi
Manavta hogi kisi aur mein na aisi
Paavanta tujh mein hai ganga jaisi
Oo mehek uthe madhuban
Naach uthe aangan
Pyaasi dharti ne bhi paaya hai saawan
Tere mann ke andar pyar ka samandar
Phir bhi kyun khaali hai mera hi daaman
Tune o sanwariya lee na kyun khabariya
Jhale ko jhalaye ye reet teri kaisi
Manavta hogi kisi aur mein na aisi
Paavanta tujh mein hai ganga jaisi
Phir bhi main pyaasi preet teri kasi
Manavta hogi kisi aur mein na aisi
Paavanta tujh mein hai ganga jaisi.