Man Ke Aangan Mein Lyrics – Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
मेरे मन के आँगन में आना
मन के आँगन में आना
सखी री मधुर मधुर
मुस्काना मुस्कुराना
मन के आँगन में आना
मैं हूँ प्रीत के जग का बासी
मेरी अँखियाँ प्रीत की प्यासी
मैं हूँ प्रीत के जग का बासी
मेरी अँखियाँ प्रीत की प्यासी
इन की प्यास बुझाना
मधुर मुस्कान सखी री
मन के आँगन में आना
मन के आँगन में आना
सखी री मधुर मधुर
मुस्काना मुस्कुराना
मन के आँगन में आना
मेरे प्राणों हो तुम ही आशा
मेरे गीतों की हो तुम ही भाषा
मेरे प्राणों हो तुम ही आशा
मेरे गीतों की हो तुम ही भाषा
चुपके चुपके रस बरसाने
मधुर मुस्कान सखी री
मन के आँगन में आना
मन के आँगन में आना
सखी री मधुर मधुर
मुस्काना मुस्कुराना
मन के आँगन में आना
तुमको सुरों में
भर के मैं गाऊंगा
तुमको सुरों में
भर के मैं गाऊंगा
तारों को भी संग
संग मैं नाच नचाउंगा
नाच नचाउंगा
तारों को भी संग
संग मैं नाच नचाउंगा
नाच नचाउंगा
प्रीत की बीन बजाना
मधुर मुस्कान सखी री
मन के आँगन में आना
मन के आँगन में आना
सखी री मधुर मधुर
मुस्काना मुस्कुराना
मन के आँगन में आना.
Mere mann ke aangan mein aana
Mann ke aangan mein aana
Sakhi ri madhur madhur
Muskaana muskurana
Mann ke aangan mein aana
Main hoon preet ke jag ka baasi
Meri ankhiyaan preet ki pyaasi
Main hoon preet ke jag ka baasi
Meri ankhiyaan preet ki pyaasi
In ki pyaas bujhaana
Madhur muskaana sakhi ri
Mann ke aangan mein aana
Mann ke aangan mein aana
Sakhi ri madhur madhur
Muskaana muskurana
Mann ke aangan mein aana
Mere praanon ho tum hi asha
Mere geeton ki ho tum hi bhaasha
Mere praanon ho tum hi asha
Mere geeton ki ho tum hi bhaasha
Chupke chupke ras barsaana
Madhur muskaana sakhi ri
Mann ke aangan mein aana
Mann ke aangan mein aana
Sakhi ri madhur madhur
Muskaana muskurana
Mann ke aangan mein aana
Tumko suron mein
Bhar ke main gaaunga
Tumko suron mein
Bhar ke main gaaunga
Taaron ko bhi sang
Sang main naach nachaaunga
Naach nachaaunga
Taaron ko bhi sang
Sang main naach nachaaunga
Naach nachaaunga
Preet ki been bajaana
Madhur muskaana sakhi ri
Mann ke aangan mein aana
Mann ke aangan mein aana
Sakhi ri madhur madhur
Muskaana muskurana
Mann ke aangan mein aana.