Makhmal Ho Ya Taat Ka Parda Lyrics – Mohammed Rafi, Syed Ishtiaq Ahmed Jaffry (Jagdeep)
Makhmal ho ya tat ka parda
Makhmal ho ya tat ka parda
Makhmal ho ya tat ka parda
Parda hai har hal mein parda
Parda hai har hal mein parda
Makhmal ho ya tat ka parda
Makhmal ho ya tat ka parda
Kahte dhan ki laz ke saye
Kahte dhan ki laz ke saye
Kahe apna pap chhupaye
Kahe apna pap chhupaye
Din hote hi sab khul jaye
Din hote hi sab khul jaye
Raz to hai zazbat ka parda
Dhund raha kyu rat ka parda
Tan ko apne man se dho le
Rakh le apni bat ka parda
Parda hai har hal mein parda
Makhmal ho ya tat ka parda
Makhmal ho ya tat ka parda
Manav kyu manav se ruthe
Manav kyu manav se ruthe
Insa kyu insa ko lute
Insa kyu insa ko lute
Kisi ke man ka tar na tute
Kisi ke man ka tar na tute
Shisha ae dil ehsas ka parda
Ye jeevan ek aash ka parda
Pal do pal hai teri hasti
Pal do pal hai sans ka parda
Sukh kar man ke karan chhute
Janam janam ka phera
Karam hi tera darpan baba
Karam hi parda tera
Parda hai har hal mein parda
Makhmal ho ya tat ka parda
Makhmal ho ya tat ka parda
Sant bali avtar payambar
Sari duniya jinse munuwar
Sari duniya jinse munuwar
Zinda hai jo aaj bhi mar kar
Zinda hai jo aaj bhi mar kar
Pas bhi hai aur dur ka parda
Maut hai is dukh dur ka parda
Duniya duniya karne wale
Duniya duniya karne wale
Tod na dil ke nur ka parda
Ye takabar ye khudi ka balpan
Rah jayega rah jayega
Tee tan ka aakhiri
Fanda kapat rah jayega.