Makhdum Shah Baba Lyrics

in

"Makhdum Shah Baba" Song Details:

Movie: Kasam Dhande Ki (1990)
Singer(s):Mohammed Aziz
Lyricist(s):Akhtar Khalid
Composer(s):Vijay Batalvi
Music Director(s):Vijay
Genre(s):Qawwali
Director(s):Gautam Bhatia
Music Label:© Saregama
Starring:Master Bhagwan, Suresh Bhai, Birbal, Hemant Birje, Padma Chavan, Ram Dhan, Gulshan Grover
Release on:8th June, 1990

Makhdum Shah Baba Lyrics – Mohammed Aziz

Ye hai wo darbar jo
Mayusho ki aas bandhaye
Tode jo so bar tauba
Wo bhi mafi paye
Makhdum shah baba
Mere makhdum shah baba
Makhdum shah baba
Mere makhdum shah baba
Dar pe sawali aaye madad ko aaja
Dar pe sawali aaye madad ko aaja
Makhdum shah baba
Mere makhdum shah baba
Makhdum shah baba
Mere makhdum shah baba
Dar pe sawali aaye madad ko aaja
Dar pe sawali aaye madad ko aaja
Ya makhdum shah baba
Mere ya makhdum shah baba
Ya makhdum shah baba
Mere ya makhdum shah baba

Sath jo mera do tak
Chadar jo bhi chadane aaye
Shah baba ki barkat se
Wo sari murade paye
Sath jo mera do tak
Chadar jo bhi chadane aaye
Shah baba ki barkat se
Wo sari murade paye
Sabke liye hai khula tera darwaja
Sabke liye hai khula tera darwaja
Dar pe sawali aaye madad ko aaja
Dar pe sawali aaye madad ko aaja
Ya makhdum shah baba
Mere ya makhdum shah baba
Ya makhdum shah baba
Mere ya makhdum shah baba

Baba teri raham dili ki
Jag mein dhum machi hai
Jinki jholi khali hai tune
Unki jholi bhari hai
Baba teri raham dili ki
Jag mein dhum machi hai
Jinki jholi khali hai tune
Unki jholi bhari hai
Waliyo mein bade wali hai mere baba
Waliyo mein bade wali hai mere baba
Dar pe sawali aaye madad ko aaja
Dar pe sawali aaye madad ko aaja
Ya makhdum shah baba
Mere ya makhdum shah baba
Ya makhdum shah baba
Mere ya makhdum shah baba

lyricsbogie.com
Karte hai duniya pe hukumat
Ye bambai ke badsah
Rasta jo bhule hue hai
Unko dikhaye rashta
Karte hai duniya pe hukumat
Ye bambai ke badsah
Rasta jo bhule hue hai
Unko dikhaye rashta
Har besahare ka hai tuhi sahara
Har besahare ka hai tuhi sahara
Dar pe sawali aaye madad ko aaja
Dar pe sawali aaye madad ko aaja
Ya makhdum shah baba
Mere ya makhdum shah baba
Ya makhdum shah baba
Mere ya makhdum shah baba

Baba ke bachpan ka kissa
Tumhe sunata hu
Maa ka darja kya hota hai
Ye batlata hu
Ek rat ko maa ne uthkar
Bete se paani manga
Baba jab uthkar paani laye to
Soya hua maa ko paya
Bete ne maa ko na jagaya
Bete ne maa ko na jagaya
Paani lekar khade rahe
Maa ki subah jab aankh khuli
Bete ko dekha hairat se
Maa ne puchha paani lekar
Kab se khada hai tu bete
Aapne jab paani manga tha
Tab se hi baba bole
Bete ki kidhmat ko dekh kar
Bete ki kidhmat ko dekh kar
Maa ne usko chum liya
Pyar se sar pe hath rakha
Aur naam unhe makhrum diya
Maa ki duaye lekar hi
Bete ka itna naam hua
Kabhi na maa ka dukhana dil
Paygam yahi hai baba ka
Kabhi na maa ka dukhana dil
Paygam yahi hai baba ka
Kabhi na maa ka dukhana dil
Paygam yahi hai baba ka

Maa khush rahengi
To khush honge baba
Maa khush rahengi
To khush honge baba
Dar pe sawali aaye madad ko aaja
Dar pe sawali aaye madad ko aaja
Makhdum shah baba
Mere makhdum shah baba
Makhdum shah baba
Mere makhdum shah baba
Dar pe sawali aaye madad ko aaja
Dar pe sawali aaye madad ko aaja
Ya makhdum shah baba
Mere ya makhdum shah baba
Ya makhdum shah baba
Mere ya makhdum shah baba
Ya makhdum shah baba
Mere ya makhdum shah baba
Ya makhdum shah baba
Mere ya makhdum shah baba
Ya makhdum shah baba
Mere ya makhdum shah baba
Ya makhdum shah baba
Mere ya makhdum shah baba.

Makhdum Shah Baba Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.