Maine Kaha Phoolon Se Lyrics – Lata Mangeshkar
Main ne kaha phoolon se
Main ne kaha phoolon se
Hanso to wo khil khila ke hans diye
Aur yeh kaha jivan hai
Bhai mere bhai
Hansne ke liye
O main ne kaha phoolon se
Hanso to wo khil khila ke hans diye
Aur yeh kaha jivan hai
Bhai mere bhai
Hansne ke liye, hansne ke liye
Main ne kaha phoolon se
Hanso to wo khil khila kar hans diye
Suraj hasa to bhikahr bikhar gayi kirane
Suraj hasa re kiran kiran chunakar dharati ye
Saj ke sunahari ban gayi re
Main ne kaha
Main ne kaha sapano se
Sajo to wo muskurake saj gaye
Aur yeh kaha jivan hai
Bhai mere bhai
Sajane ke liye, sajane ke liye
Main ne kaha phoolon se
Hanso to wo khil khila kar hans diye
Yeh shaam to
Yoon hanse jaise hanse dulhan
Yeh shaam to
Yoon hanse jaise hanse dulhan
Yeh shaam to neele neele saanwle amber mein
Rang jo gulaabi lage bharne
Maine kaha
O maine kaha rangon se
Chhalko to wo jag yeh saara rang gaye
Aur yeh kaha jivan hai
Bhai mere bhai
Rangne ke liye, rangne ke liye
Main ne kaha phoolon se
Hanso to wo khil khila kar hans diye
Mausam mila
Wo kahin ek din mujh ko
Mausam mila
Wo kahin ek din mujh ko
Mausam mila re
Maine kaha ruko khelo
Mere sang tum
Mausam bhala ruka jo wo
Ho gayaa gum
Maine kaha
O maine kaha ,apno nse
Chalo to wo ,saath mere chal diye
Aur yeh kaha jivan hai
Bhai mere bhai
Chalne ke liye, chalne ke liye
Main ne kaha phoolon se
Hanso to wo khil khila kar hans diye
Main ne kaha phoolon se
Hanso to wo khil khila kar hans diye.