Main Toh Darti Na Dalu Lyrics – Lata Mangeshkar
Mai to darti, mai to darti na dalu kajarava
Ki naino me sajan baste
Mai to darti na dalu kajarava
Ki naino me sajan baste
Mera has ke, mera has ke bolo ye gajarva
Ki naino me sajan baste
Sara din to tere milan ka dard mujhe tadpaye
Raat ka deepak bhuje to dil ka jalna suru ho jaye
Kab mujhko milenge sawariya
Kab mujhko milenge sawariya
Ki naino me sajan baste
Kab mujhko milenge sawariya
Ki naino me sajan baste
Mai to darti na dalu kajarava
Ki naino me sajan baste
Phulo ke rukh taro pe leti sabnam angdaiya
Phulo ke rukh taro pe leti sabnam angdaiya
Tujhe pukare meri palko ki pyasi parchaiya
Mere man ki hai suni atariya
Mere man ki hai suni atariya
Ki naino me sajan baste
Mere man ki hai suni atariya
Ki naino me sajan baste
Mai to darti na dalu kajarava
Ki naino me sajan baste
Baithi bathi sham savere dekhu sapne tere
Baithi bathi sham savere dekhu sapne tere
Teri rah pe lage huye hai vyakul naina mera
Meri tar tar kanpe najariya
Meri tar tar kanpe najariya
Ki naino me sajan baste.