Main To Hoon Pagal Lyrics – Abhijeet Bhattacharya, Alka Yagnik, Shahrukh Khan
Ha ha ha ha ha ha…
The amalgimation before the fluctuation
And the ramification of the constitutional
And the gready and judicial paradoxical
Position can be a verbal the termoil
He’s right!…
Main to hoon pagal
Yeh kahoon har pal
Main to hoon pagal
Yeh kahoon har pal
Kare koi hulchul
Hone de, hone de
Hone de, hone de
Hone de, hone de
Koi deewangi…
Main to hoon pagal
Yeh kahoon har pal
Main to hoon pagal
Yeh kahoon har pal
Kare koi hulchul
Hone de, hone de
Hone de, hone de
Hone de, hone de
Koi deewangi…
Ama miyan, sala re jamad misra
Abdulah ki nagma sanji mein
Masroob woh mashoor hain
Dawaqte ke de gaye asrawe jamad
Misra asrani ke bakiya akwan ki
Ada hi farma rahe hain, hain
Ye kya galib ki gazal hai
Reit mein tairna seekh le
Aur samundar ke upar tahel
Been bhainsoon ke aage bajaa
Aur hawaa mein bana le mahal
Reit mein tairna seekh le
Aur samundar ke upar tahel
Been bhainsoon ke aage bajaa
Aur hawaa mein bana le mahal
Suit lohey ki silwa le tu
Aur pairoon pe chashma lagaa
Haath mein baand le woh ghadi
Jis mein ho sade terah bajaa
Aain
Main to hoon pagal
Yeh kahoon har pal
Main to hoon pagal
Yeh kahoon har pal
Kare koi hulchul
Hone de, hone de
Hone de, hone de
Hone de, hone de
Koi deewangi…
Aaye, pakey mali ke batroo mein
Dukg sharb kara ug kara gandra ug ke
Oshan pe pradhan ho to kab shest ke
Dhyaan narmak siva nirda awashai prapt
Ho sakte hain, namaskar
Maine doordarshan mein suna hai…
Billiyoon ko tu gaana sikhaa
Chand ko kar de chakoor tu
Aur sooraj tikona banaa
Ped se tod le machliayaan
Billiyoon ko tu gaana sikhaa
Chand ko kar de chakoor tu
Aur sooraj tikona banaa
O bina pahiye ki gadi mein chal
Bhool ja apne ghar ka pataa
Le ke haathi ko moothi mein tu
Cabaret dekh le oont ka
Aain
Main to hoon pagal
Yeh kahoon har pal
Main to hoon pagal
Yeh kahoon har pal
Kare koi hulchul
Hone de, hone de
Hone de, hone de
Hone de, hone de
Koi deewangi…
Ha ha ha ha ha ha…