Main Nahi Kehta Lyrics

in

"Main Nahi Kehta" Song Details:

Movie: Suryavanshi (1992)
Singer(s):Asha Bhosle, Kumar Sanu
Lyricist(s):Kulwant Jani
Composer(s):Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Music Director(s):Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Genre(s):Playful
Director(s):Rakesh Kumar
Music Label:© Venus Records
Starring:Salman Khan, Amrita Singh, Sheeba, Saeed Jaffrey, Ajit Vachani, Sushma Seth, Puneet Issar, Abhinav Chaturvedi, Kader Khan, Shakti Kapoor, Tom Alter, Usman Khan, Parvez Khan, Swami
Release on:14th February, 1992

Main Nahi Kehta Lyrics – Asha Bhosle, Kumar Sanu

Main nahin kahta
Bujurgo ne kaha hain
Jo kahan hain woh bhi
Kitna sach kahan hain
Jo kahan hain woh bhi
Kitna sach kahan hain

Thak kar ruk jana inhe
Manzoor nahin hain
Unke liye koi bhi manzil
Door nahin hain
Thak kar ruk jana inhe
Manzoor nahin hain
Unke liye koi bhi manzil
Door nahin hain
Main nahin kahta
Bujurgo ne kahan hain
Jo kahan hain woh bhi
Kitna sach kahan hain

lyricsbogie.com
Maut kab aayegi
Iska faisla
Zindagi milne se
Pahle ho chuka
Maut kab aayegi
Iska faisla
Zindagi milne se
Pahle ho chuka
Phir ye kaisa dar
Dilo mein maut ka
Kyu paresha ho
Rahe hain hum bhala
Main nahin kahta
Bujurgo ne kahan hain
Jo kahan hain woh bhi
Kitna sach kahan hain
Main nahin kahti
Bujurgo ne kahan hain
Jo kahan hain woh bhi
Kitna sach kahan hain

Zindagi zinda
Dili ka naam hain
Maut ka charcha
Yaha hum kyun kare
Zindagi zinda
Dili ka naam hain
Maut ka charcha
Yaha hum kyun kare
Aisi bate jinpe
Apna bas nahin
Kyu na unko hum
Khuda pe chhod de
Main nahin kahti
Bujurgo ne kaha hai
Jo kahan hain woh bhi
Kitna sach kahan hain
Thak kar ruk jana inhe
Manzoor nahin hain
Unke liye koi bhi manzil
Door nahin hain
Main nahin kahti
Bujurgo ne kahan hain
Jo kahan hain woh bhi
Kitna sach kahan hain
Main nahin kahta
Bujurgo ne kahan hain
Jo kahan hain woh bhi
Kitna sach kahan hain.

Main Nahi Kehta Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.