Main Ansoo Aaj Lyrics – Sadhana Sargam
Diwali nahi manaugi
Jab lal mera ghar aayega
Tab ghar mein deep jlaugi
Tere charno ko chhukar
Ek ma ne kasam utha li hain
Rat ye kitni kali hain
Kaisi ye diwali hain
Rat ye kitni kali hain
Kaisi ye diwali hain
Aag lagi hai nfrat kin
Ye duniya jalne wali hain
Rat ye kitni kali hain
Kaisi ye diwali hain
Na ye allah se darte hain
Na ye bhagwan se darte hain
Ye to us rab ke bande hain
Jo khun kisi ka karte hain
Na ye allah se darte hain
Na ye bhagwan se darte hain
Ye to us rab ke bande hain
Jo khun kisi ka karte hain
Pani se nahi bhujati in
Logo ki pyas nirali hain
Rat ye kitni kali hain
Kaisi ye diwali hain
Angare jisne barsaye
Ye kaisa sawan aaya hain
Kya bhesh badal ke jogi ka
Phir koi ravan aaya hain
Angare jisne barsaye
Ye kaisa sawan aaya hain
Kya bhesh badal ke jogi ka
Phir koi ravan aaya hain
Kon hai wo jalim jisne hum
Sabki nind chura li hain
Rat ye kitni kali hain
Kaisi ye diwali hain
Ujde ghar phir aabad karo
Is desh ko na barbad karo
Ujde ghar phir aabad karo
Is desh ko na barbad karo
Aye logo naam khuda ka lo
Apne bhagwan ko yaad karo
Mandir bhi suna suna
Masjid bhi khali khali hain
Rat ye kitni kali hain
Kaisi ye diwali hain
Aag lagi hai nfrat ki
Ye duniya jalne wali hain
Rat ye kitni kali hain
Kaisi ye diwali hain.