Madhur Naam Meenakshi Lyrics – Sadhana Sargam
Madhur madhur naam meenakshi,
Kanchi nagar ki kamakshi
Mahim mahim tab meenakshi,
Kashi me ho vishalakshi
Madhur madhur naam meenakshi,
Kanchi nagar ki kamakshi
Mahim mahim tab meenakshi,
Kashi me ho vishalakshi
Teri vandana gau mai sun ja devi
Teri vandana gau mai sun ja devi
Tum jaisi hai meri bahan ek rajnandai
Wo hai meenakshi, meri pyari meenakshi
Pal pal hai kaha yaha waha
Jane na dhadkte dil ka raj ho tum
Cham cham nachna pooja hai
Uski charo or gunjna yaad rakhna
Madhur madhur naam meenakshi,
Kanchi nagar ki kamakshi
Mahim mahim tab meenakshi,
Kashi me ho vishalakshi
Aaj hai wo dev sundari
Ye jag jane tum ho devi,
Nahi to tum ho ajnabi
Man ko bha jaye meri
Pyari bahna wo meenakshi
Dekh lo lage wo jaise
Swyam devi ho meenakshi
Pal pal hai kaha yaha waha
Jane na dhadkte dil ka raj ho tum
Cham cham nachna pooja hai
Uski charo or gunjna yaad rakhna
Andaz ye hai nahi kam wo hai ek devi sundari
Sukh sansar viraje wo baat usme hai ankahi
Madhur hai maa tumhara naam
Kul vadhu ke sath chavi tum dekh lo
Satya brahm sada tumhe mana ho maa
Parampara aage badhate chalo
Lage wo jag ki sada saty devi meenakshi
Hai wo man ki har bhavnao ki ek sakshi
Pal pal hai kaha yaha waha
Jane na dhadkte dil ka raj ho tum
Cham cham nachna pooja hai
Uski charo or gunjna yaad rakhna
Madhur madhur naam meenakshi,
Kanchi nagar ki kamakshi
Mahim mahim tab meenakshi,
Kashi me ho vishalakshi
Teri vandana gau mai sun ja devi
Teri vandana gau mai sun ja devi
Tum jaisi hai meri bahan ek rajnandai
Wo hai meenakshi meri pyari meenakshi
Pal pal hai kaha yaha waha
Jane na dhadkte dil ka raj ho tum
Cham cham nachna pooja hai
Uski charo or gunjna yaad rakhna
Madhur madhur naam meenakshi,
Kanchi nagar ki kamakshi
Madhur madhur naam meenakshi,
Kanchi nagar ki kamakshi.