Maalik Ne Haath Kahe Lyrics – Asha Bhosle, Manna Dey
Tu kaam kare pet bhare jab tak jiye
Maalik ne haath kahe do do diye
Tu kaam kare pet bhare jab tak jiye
Maalik ne haath kahe do do diye
Tu kaam kare pet bhare jab tak jiye
Uthaye ja o chhokri ye zindagi ki tokri
Uthaye ja o chhokri ye zindagi ki tokri
Rozi halal ki mehnat ki nokri
Rozi halal ki mehnat ki nokri
Khana kharab hai jo mile bekaam ke
Maalik ne haath kahe do do diye
Tu kaam kare pet bhare jab tak jiye
Maalik ne haath kahe do do diye
Tu kaam kare pet bhare jab tak jiye
Rukhi sukhi khayenge pasina bahayenge
Rukhi sukhi khayenge pasina bahayenge
Kahe kisi ki gulami uthayenge
Kahe kisi ki gulami uthayenge
Banda jo apni kamai ki khaye piye
Maalik ne haath kahe do do diye
Tu kaam kare pet bhare jab tak jiye
Maalik ne haath kahe do do diye
Tu kaam kare pet bhare jab tak jiye
Zarurat hai kar ki na resham ke tar ki
Zarurat hai kar ki na resham ke tar ki
Pahli bukh pet ki duji hai pyar ki
Pahli bukh pet ki duji hai pyar ki
Mehnat ke bad chale hatho me hath liye
Maalik ne haath kahe do do diye
Tu kaam kare pet bhare jab tak jiye
Maalik ne haath kahe do do diye
Tu kaam kare pet bhare jab tak jiye.