Maa Jannat Ki Kunji Hai Lyrics – Neha Naaz
Harpal maa deti hai duaae aa
Harpal maa deti hai duaae aa
Maa rehmat ki kunji hai
Maaki khidmat karle pagale
Maa jannat ki kunji hai
Maaki khidmat karle pagale
Maa jannat ki kunji hai
Maaki khidmat karle pagale
Maa jannat ki kunji hai
Harpal maa deti hai duaae aa
Harpal maa deti hai duaae aa
Maa rehmat ki kunji hai
Maaki khidmat karle pagale
Maa jannat ki kunji hai
Maaki khidmat karle pagale
Maa jannat ki kunji hai
Maaki khidmat karle pagale
Maa jannat ki kunji hai
Maa ko upar waale ne
Kuchh aisi azmat bakshi hai
Dil ko baksha pyaar mohabbat
Paaon ko jannat bakshi hai
Mamta ko dukh dard bhi dil ko
Sabse afzal baksha hai
Is mein hai nain ko raahat
Aisa aanchal baksha hai
Maa ko woh hum dardi bakshi
Maa ko aisa pyaar diya
Saari duniya jiski kaayal
Maa ko woh kirdaar diya
Jab koi dushwaari aankhon
Koi bimaari aati hai
Maa toh apne bachcho pe
So jaan se waari jaati hai
Maa toh apne bachcho pe
So jaan se waari jaati hai
Maa toh apne bachcho pe
So jaan se waari jaati hai
Maa se afzal koi nahin hai
Maa se afzal koi nahin hai
Maa ajmat ki kunji hai
Maaki khidmat karle pagale
Maa jannat ki kunji hai
Maaki khidmat karle pagale
Maa jannat ki kunji hai
Maaki khidmat karle pagale
Maa jannat ki kunji hai
Yeh kurwaan mein aaya hai
Peer payambar ne bhi maa ki
Azmat ko samjaya hai
Bachcho ka humdard nahin hai
Maa se badhkar koi bhi
Bachcho ke sang hasti bhi hai
Bachcho ke sang royi bhi
Maa toh kadam kadam pe apne
Bachcho ke kaam aati hai
Baate karna chalna phirna
Bachcho ko sikhlaati hai
De deti hai maa bachcho ko
Apne munh ka neevala bhi
Khush hota hai dekh ke aisi
Chahat uparwala bhi
Khush hota hai dekh ke aisi
Chahat uparwala bhi
Khush hota hai dekh ke aisi
Chahat uparwala bhi
Jiske dil mein nahin yeh chahat
Jiske dil mein nahin yeh chahat
Maa chahat ki kunji hai
Maaki khidmat karle pagale
Maa jannat ki kunji hai
Maaki khidmat karle pagale
Maa jannat ki kunji hai
Maaki khidmat karle pagale
Maa jannat ki kunji hai
Goar karo meri baato par
Khol ke apne kaan suno
Kya kehti hai tum se hadise
Aur kya kya kurwaan suno
Jab bhi koi bachcha apni
Maa ke dil ko dukhata hai
Uski uss badmashi par
Allah ko gussa aata hai
Kya teri maa tere liye
Sukh chain bhi apna khoyi nahin
Maa ke jaisa chahane wala
Dono jag mein koi nahin
Kitane pyaar mohabbat se woh
Sine se chimkaati hai
Dudh ki soorat mein woh apna
Khoone jigar peelati hai
Dudh ki soorat mein woh apna
Khoone jigar peelati hai
Dudh ki soorat mein woh apna
Khoone jigar peelati hai
Sab ne yeh tasleem kiya hai
Sab ne yeh tasleem kiya hai
Maa barkat ki kunji hai
Maaki khidmat karle pagale
Maa jannat ki kunji hai
Maaki khidmat karle pagale
Maa jannat ki kunji hai
Maaki khidmat karle pagale
Maa jannat ki kunji hai
Jaan niachhavar karna bachche par
Uska maa bhi mol hai
Taali momat ka woh
Achha saa ischool bhi hai
Maa hai nek toh apne bachcho
Ko bhi nek banati hai
Bachpan se hi bachcho ko woh
Achchi raah dikhati hai
Bachche par jo nazar na rakhi
Bachcha bigad bhi sakta hai
Zara zara si baato par woh
Lad bhi jagad bhi sakta hai
Sathi gande mil jaaye toh
Gandi lat lag jaati hai
Dhire dheere nasha khori
Ki aadat lag jaati hai
Dhire dheere nasha khori
Ki aadat lag jaati hai
Dhire dheere nasha khori
Ki aadat lag jaati hai
Bhool na jaana meri nasihat
Bhool na jaana meri nasihat
Yeh ulfat ki kunji hai
Maaki khidmat karle pagale
Maa jannat ki kunji hai
Maaki khidmat karle pagale
Maa jannat ki kunji hai
Maaki khidmat karle pagale
Maa jannat ki kunji hai
Jo na maa ki azmat samje
Woh to hai naadaan bada
Usko uthana pad sakta hai
Duniya mein nukshaan bada
Jisne paala posha uskko
Zaalim agar satata hai
Is duniya mein hi woh apni
Karni ka phal paata hai
Kal ko uske bachche bhi
Roti na denge maarenge
Jaanvaro ke jaisa usko
Reh reh ke dhatkaarenge
Duniya mein chain nahin
Markar bhi chain na paayenga
Jannat ki parwaah nahin ki toh
To jo zakhmein jaayenga
Jannat ki parwaah nahin ki toh
To jo zakhmein jaayenga
Jannat ki parwaah nahin ki toh
To jo zakhmein jaayenga
Maa ki duaae daulatwaali
Maa ki duaae daulatwaali
Maa daulat ki kunji hai
Maaki khidmat karle pagale
Maa jannat ki kunji hai
Maaki khidmat karle pagale
Maa jannat ki kunji hai
Maaki khidmat karle pagale
Maa jannat ki kunji hai
Maa ke munh se aah jo nikali
Arsh bhari hil jaata hai
Allah tala ki jaanib se
Badla bhi mil jaata hai
Mamta ki maari yun toh
Badduaan nahin karti hai maa
Nalayak se nalayak
Bachho par bhi marti hai maa
Har maaki hoti hai tamanna
Bachcha mera insaan bane
Kisi ki khahish ye nahin hoti
Aawara shaitaan bane
Baad khudake maaki mohabbat
Sab se badi mohabbat hai
Maa jiski jinda hai samjo
Woh sabse khush kismat hai
Maa jiski jinda hai samjo
Woh sabse khush kismat hai
Maa jiski jinda hai samjo
Woh sabse khush kismat hai
Jo naadan hai jo na samje
Woh naadan hai jo na samje
Maa shafaqat ki kunji hai
Maaki khidmat karle pagale
Maa jannat ki kunji hai
Maaki khidmat karle pagale
Maa jannat ki kunji hai
Maaki khidmat karle pagale
Maa jannat ki kunji hai
Nabio ne bhi apni apni maa ki khidmat ki hai
Wali o ne bhi maa ki duaan se haasil jannat ki hai
Arbo bala mein hazrat e baano aur jehnat ko bhi dekho
Kaise in maao ne bachaya hai majhab ko toh dekho
Maa ki duaan se hausiya ne aala rutaba paaya hai
Khwaja muyidun hasana ne uncha darza paya hai
Khwaja niza muyiuddin ko dekhokaise bhag ye jaage hai
Aliyar wale saabir kaisi sab walio mein aage hai
Aliyar wale saabir kaisi sab walio mein aage hai
Aliyar wale saabir kaisi sab walio mein aage hai
Maa ko in logo ne samja
Maa ko in logo ne samja
Maa nemat ki kunji hai
Maaki khidmat karle pagale
Maa jannat ki kunji hai
Maaki khidmat karle pagale
Maa jannat ki kunji hai
Maaki khidmat karle pagale
Maa jannat ki kunji hai
Maa ki baate jisne maani
Duniya mein woh naam kare
Apne farayaz ko na bhoole
Neki ka woh kaam karein
Maa ki duaao se aati hai
Ghar mein rab ki rehmat bhi
Allah tala gair se deta
Hai roji mein barkat bhi
Maa ka rutba maa ki azmat
Bhool na jaana aye logo
Bhool gaye to tumhein padega
Ashq bahana aye logo
Neha naaz ki yeh qawaali
Ek nasihat hai sunlo
Saifi ke yeh kalam ne likhi
Ek nasihat hai sunlo
Saifi ke yeh kalam ne likhi
Ek nasihat hai sunlo
Saifi ke yeh kalam ne likhi
Ek nasihat hai sunlo
Tum chahe maano na maano
Tum chahe maano na maano
Maa rahat ki kunji hai
Maa jannat ki kunji hai
Maaki khidmat karle pagale
Maa jannat ki kunji hai
Maaki khidmat karle pagale
Maa jannat ki kunji hai
Maaki khidmat karle pagale
Maa jannat ki kunji hai
Maaki khidmat karle pagale
Maa jannat ki kunji hai.