Loota Hai Zamane Ne Lyrics – Lata Mangeshkar
लूटा है ज़माने ने
क़िस्मत ने मिटाया है
इक बार हंसाया था
इक बार हंसाया था
सौ बार रुलाया है
लूटा है ज़माने ने
क़िस्मत ने मिटाया है
उल्फ़त भी है इक धोखा
दुनिया में वफ़ा कैसी
उल्फ़त भी है इक धोखा
ये दुनिया भी देखि है
ये दुनिया भी देखि है
ये धोखा भी खाया है
इस ग़म के अँधेरे में
अब याद नहीं ये भी
इस ग़म के अँधेरे में
अब याद नहीं ये भी
कब दीप जलाया था
कब दीप जलाया था
कब दीप बुझाया है
खामोश हूँ इस दर से
रुसवाई न हो तेरी
खामोश हूँ इस दर से
रुसवाई न हो तेरी
उमड़े हुए अश्क़ो को
उमड़े हुए अश्क़ो को
पलको में छुपाया है
लूटा है ज़माने ने
क़िस्मत ने मिटाए है.
Loota hai zamane ne
Qismat ne mitaya hai
Ik baar hansaya tha
Ik baar hansaya tha
Sau baar rulaya hai
Loota hai zamane ne
Qismat ne mitaya hai
Duniya mein wafa kaisi
Ulfat bhi hai ik dhokha
Duniya mein wafa kaisi
Ulfat bhi hai ik dhokha
Ye duniya bhi dekhi hai
Ye duniya bhi dekhi hai
Ye dhokha bhi khaya hai
Is gham ke andhere mein
Ab yaad nahi ye bhi
Is gham ke andhere mein
Ab yaad nahi ye bhi
Kab deep jalaya tha
Kab deep jalaya tha
Kab deep bujhaya hai
Rusavai na ho teri
Khamosh hu is dar se
Rusavai na ho teri
Umade huye ashqo ko
Umade huye ashqo ko
Palako mein chhupaya hai
Loota hai zamane ne
Qismat ne mitaaa hai.