Log Mujhko Khush Samajhte Hai Lyrics

in

"Log Mujhko Khush Samajhte Hai" Song Details:

Movie: Zamindar (1942)
Singer(s):Ghulam Haider
Lyricist(s):Behzad Lucknavi
Composer(s):Ghulam Haider
Music Director(s):Ghulam Haider
Genre(s):Sad
Director(s):Moti B. Gidwani
Music Label:© Columbia Records
Starring:Akhtar, Anwari, Shanta Apte, G.N. Butt, M. Ismail, Manorama, Ghulam Mohammad, Durga Mota, S.D. Narang

Log Mujhko Khush Samajhte Hai Lyrics – Ghulam Haider

Log mujhko khush samajhte hain
Magar main gham mein hoon
Jisko koi paa nahi saktaa hai
Us aalam main hoon

Mujhko kismat se mili hai
Kaisi yeh thhi zindagi
Mujhko kismat se mili hai
Kaisi yeh thhi zindagi
Main hi naghmen gaa rahaa tha
Aur main hi maatam mein hoon
Main hi naghmen gaa rahaa tha
Aur main hi maatam mein hoon

lyricsbogie.com
Sabr ka to phal milaa hai
Shukr kaa bhi phal miley
Sabr ka to phal milaa hai
Shukr kaa bhi phal miley
Tu ne jo aalam diyaa hai
Main usi aalam main hoon
Tu ne jo aalam diyaa hai
Main usi aalam mein hoon

Phool se lekin bahaaron se
Bahut hoon door door
Phool se lekin bahaaron se
Bahut hoon door door
Koi mujhko yeh bataayen
Kaun se mausam mein hoon
Koi mujhko yeh bataayen
Kaun se mausam mein hoon
Log mujhko khush samajhte hain
Magar main gham mein hoon
Jisko koi paa nahi saktaa hai
Us aalam mein hoon.

Log Mujhko Khush Samajhte Hai Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.