Log Aise Bhi Zamane Lyrics – Ravindra Jain
Log aise bhi zamane
Me hua karte hai
Aasmano ki wo
Lambi jo chua karte hai
Chandani apni
Mohabbat ki lutane wale
Chandani apni
Mohabbat ki lutane wale
Teri rate teri rate
Teri rate na jale
Hum ye dua karte hai
Dulhan ko sajaya jaye
Joda shadi ka use
Khud hi pahnaya jaye
Bhul kar apne sabhi
Dard chupa kar aasu
Bhul kar apne sabhi
Dard chupa kar aasu
Is tarah rishte yari
Ko nibhaya jaye
Is tarah rishte yari
Ko nibhaya jaye
Dosto yaro ko
Saugat sabhi dete hai
Kimti kimti tohfe
Bhi kayi dete hai
Aise dekhe na sune
Hamne jo haste haste
Aise dekhe na sune
Hamne jo haste haste
Apna hak apna nasib
Apni khushi dete hai
Apna hak apna nasib
Apni khushi dete hai
Man hai bhari
Bhigi karte hai
Ye halat kya hai
Hasne wale tujhe
Tone ki jarurat kya hai
Tune jab saup diya
Dost ko jude ka gulab
Tune jab saup diya
Dost ko jude ka gulab
Fir tuhje damane khali
Se shikayat kya hai
Fir tuhje damane khali
Se shikayat kya hai.