Le Le Dard Paraya Lyrics – Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Karde dur gham ka saya
Teri khushi tujhko mil hi jayegi
Le le dard paraya
Karde dur gham ka saya
Teri khushi tujhko mil hi jayegi
Khushi aur ko deke tu le le gham
Teri har bhi jit se kuch na kam
Khushi aur ko deke tu le le gham
Teri har bhi jit se kuch na kam
Jit se kuch na kam
Jo kisike kam aaya
Jis ne roto ko hasaya
Uski kishti bhi kinare lag hi jayegi
Le le dard paraya
Karde dur gham ka saya
Teri khushi tujhko mil hi jayegi
Jiya apni khatir
To wo kya jiya
Kiya kud ko khushhal
To wo kya kiya
Jiya apni khatir
To wo kya jiya
Kiya kud ko khushhal
To wo kya kiya
Tu bahar ban ja
Sari duniya pe chha
Murjhayi kali bhi khil hi jayegi
Le le dard paraya
Karde dur gham ka saya
Teri khushi tujhko mil hi jayegi
Tu dunia me apna
Nishan chhod jaa
Rahe yad woh
Dasta chhod jaa
Tu dunia me apna
Nishan chhod jaa
Rahe yad woh
Dasta chhod jaa
Dasta chhod jaa
Jo ho jindagi se hara
Ban ja uska sahara
Teri manjil bhi
Tujhe mil hi jayegi
Le le dard paraya
Karde dur gham ka saya
Teri khushi tujhko mil hi jayegi.