Lal Dupatta Lyrics – Alka Yagnik, Udit Narayan
Laal dupatta
Laal dupatta ud gaya re
Bairi hawa ke jhonke se
Laal dupatta ud gaya re
Bairi hawa ke jhonke se
Mujhko piya ne dekh liya
Haai re dhoke se
Manaake mujhe dil dega w
magar meri jaan lega wo
Manaake mujhe dil dega wo
Magar meri jaan lega wo
Laal dupatta
Arre laal dupatta ud gaya re
Tera hawa ke jhonke se
Laal dupatta ud gaya re
Tera hawa ke jhonke se
Tujhko piya ne dekh liya
Haai re dhoke se
Manaake tujhe dil dega wo
Magar apni jaan dega wo
Manaake tujhe dil dega wo
Magar apni jaan dega wo
Laakh chhupaaye baithi thi
Main apne chaand se chehre ko
Ek pal mein hi tod diya
Bairan hawa ne pehre ko
Ho tere chehre ka jaana
Kuch aisa jaadu chhaa gaya
Mere chaand ko dekhkar
Chaand bhi sharma gaya
Mujhe sharm si aaye
O mera dil ghabraaye
Arre aa baahon mein
Chook na jaaye aise mauke se
Tujhko piya ne dekh liya
Haai re dhoke se
Manaake tujhe dil dega wo
Magar apni jaan dega wo
Manaake mujhe dil dega wo
Magar meri jaan lega wo
Kehne laga aa pyaar kar
Mere sone yaar tu
Dilbar se ikraar kar
Ho tere pyaar ki khushboo
Meri saanson mein sama gayi
Le sajna sab chhod main
Tere peechhe peechhe aa gayi
Tujhe pyaar ho gaya ikraar ho gaya
Arre ab to roke na rukun
Main kisi ke roke se
Mujhko piya ne dekh liya
Haai re dhoke se
Manaake mujhe dil dega
Wo magar meri jaan lega wo
Manaake tujhe dil dega wo
Magar apni jaan dega wo
Laal dupatta ud gaya re
Bairi hawa ke jhonke se
Hoye laal dupatta ud gaya re
Tera hawa ke jhonke se
Tujhko piya ne dekh liya
Haai re dhoke se
Manaake mujhe dil dega wo
Magar meri jaan lega wo
Manaake tujhe dil dega wo
Magar apni jaan dega wo.