Lahoo Banke Aansoo Lyrics – Alka Yagnik, Shabab Sabri, Sonu Nigam
Rabba mere rabba
Yeh kya ho gaya hai
Mera yaar mujhse
Judaa ho gaya hai
Judaa ho gaya hai
Ho dil apna dena
Khata ho gaya hai
Tujhe pyaar karna
Saza ho gaya hai
Saza ho gaya hai
Ho tujhe is tarah se
Yaad karne lage hai
Tujhe is tarah se
Yaad karne lage hai
Lahoo banke aansoo
Barasne lage hai
Lahoo banke aansoo
Barasne lage hai
Mohabbat se hum bhi
Ab to darrne lage hai
Mohabbat se hum bhi
Ab to darrne lage hai
Lahoo banke aansoo
Barasne lage hai
Lahoo banke aansoo
Barasne lage hai
Yeh judaai beqaraari haai
Yeh majbooriyaan
Har kadam par saath hongi
Ab meri tanhaaiyaan
Ab zamaana jaan lega
Pyaar ki dushvaariyaan
Meri dushman ban gayi
Hai meri hi parchhaaiyaan
Khushi ke liye hum
Ab tarasne lage hai
Khushi ke liye hum
Ab tarasne lage hai
Lahoo banke aansoo
Barasne lage hai
Lahoo banke aansoo
Barasne lage hai
Ho gaye hum kitne tanha
Pyaar mein dil haarke
Das rahi hai yeh judaai
Bin sajan bin pyaar ke
Yaad humko aa rahe hain
Chaar din voh pyaar ke
Voh adaayein voh sharaarat
Haai jalwe yaar ke
Ho judaai ke gham bhi
Mujhpe hasne lage hai
Judaai ke gham bhi
Mujhpe hasne lage hai
Lahoo banke aansoo
Barasne lage hai
Lahoo banke aansoo
Barasne lage hai
Dil apna dena
Khata ho gaya hai
Tujhe pyaar karna
Saza ho gaya hai
Saza ho gaya hai
Ho tujhe is tarah se
Yaad karne lage hai
Tujhe is tarah se
Yaad karne lage hai
Lahoo banke aansoo
Barasne lage hai
Lahoo banke aansoo
Barasne lage hai.