Laakh Kare Apni Manmaani Lyrics – Lata Mangeshkar
Ye murakh insaan
Aakhir hona hai wahi
Jo chahe bhagawan
Kismat ke khel nirale
Kismat ke khel nirale
Khushiyon ka jal barsaate
Hai gham ke badal kale
Kismat ke khel nirale
Honi baat bane anahoni
Dhup bane barasaat
Aa
Honi baat bane anahoni
Dhup bane barasaat
Patajhad me bhi phool
Khile hai ye kismat ki baat
Patajhad me bhi phool
Khile hai ye kismat ki baat
Hone wali baat tale na
Hone wali baat tale na
Kabhi kisi ke tale
Khushiyon ka jal barsaate
Hai gham ke badal kale
Kismat ke khel nirale
Chahe dushman laakh
Kisi ki raah me kante boye
Chahe dushman laakh
Kisi ki raah me kante boye
Raah me kante boye ji
Raah me kante boye
Likha hai taqadir me
Jo kuchh aakhir ko wo hoye
Aakhir ko wo hoye ji
Aakhir ko wo hoye
Likha hai taqadir me jo
Kuchh aakhir ko wo hoye
Phir bhi apane aap ko samajhe
Phir bhi apane aap ko samajhe
Sab kuchh duniya wale
Khushiyon ka jal barsaate
Hai gham ke badal kale
Kismat ke khel nirale
Khushiyon ka jal barsaate
Hai gham ke badal kale
Kismat ke khel nirale.