Kyun Na Lyrics

in

"Kyun Na" Song Details:

TV Show: Coke Studio Pakistan - Season 3 (2010)
Singer(s):Amit Trivedi, Chandbala, Dhruv Sangar, Karthik
Lyricist(s):Ozil Dalal
Composer(s):Amit Trivedi
Music Director(s):Amit Trivedi
Genre(s):Classical
Release on:6th June, 2010

Kyun Na Lyrics – Amit Trivedi, Chandbala, Dhruv Sangar, Karthik

Kyun na nazron ka
Hum badal dein nazaria.
Kyun na sookhey
Pattey mein bhi dekhein,

Hum mor ka pankh.
Ye hi zaroori, zaroori, zaroori hai…….

Kyun na apni oongli ko
Khud pe ghoomaein.
Kyun na andhee hai
Aadat toh rasta dikhaein.
Kyun na ye hi zaroori
Zaroori zaroori hai…..

Kameeyaan toh hoti
Hein insaano mein.
Geenti hoti varna
Bhagwano mein.
Kya tujhko naam
Likhwana hai shaitano mien.
Sudharja abhi chhed hua
Nahi hai naaov mein.

Jaisa hai jo, tum
Vaisa hi usko, rehne do.
Kehta hai jo, tum
Vaisa hi usko, kehne do.
Chhodo ye chinta,
Auron ki kyun tum apni karo
Khud ko toh dekho,
Khud ko tattolo, tum kaun ho

Kyun na nazron ka
Hum badal dein nazaria.
Kyun na sookhey
Pattey mein bhi dekhein,

Kyun na apni oongli ko
Khud pe ghoomaein.
Kyun na andhee hai
Aadat toh rasta dikhaein.
Kyun na ye hi zaroori
Zaroori zaroori hai…..
Boora-bhala jo bhi
Huva vo sab bhool ja
Kar de dafan khudko
Hi tu phirse zinda hoja
Janam-din ab mana,
Tu aaj insaan bana.
Har koi ye karey,
Jashn yuhi chalta rahey
Phir bhala marne se
Koi kyun daarey.

Kyun nakyun na
Nazron ka hum
Badal dein nazaria.
Kyun na
Sookhey pattey
Mein bhi dekhein,

Hum mor ka pankh.
Ye hi zaroori, zaroori, zaroori hai…….

lyricsbogie.com
Kyun na apni oongli
Ko khud pe ghoomaein.
Kyun na andhee hai
Aadat toh rasta dikhaein.
Kyun na ye hi zaroori
Zaroori zaroori hai…..

Kameeyaan toh
Hoti hein insaano mein.
Geenti hoti varna
Bhagwano mein.
Kya tujhko naam
Likhwana hai shaitano mien.
Sudharja abhi chhed
Hua nahi hai naaov mein.

Jaisa hai jo, tum
Vaisa hi usko, rehne do.
Kehta hai jo, tum
Vaisa hi usko, kehne do.
Chhodo ye chinta,
Auron ki kyun tum apni karo
Khud ko toh dekho,
Khud ko tattolo, tum kaun ho

Kyun na nazron ka
Hum badal dein nazaria.
Kyun na sookhey
Pattey mein bhi dekhein,

Kyun na apni oongli ko
Khud pe ghoomaein.
Kyun na andhee hai
Aadat toh rasta dikhaein.
Kyun na ye hi zaroori
Zaroori zaroori hai…..
Boora-bhala jo bhi
Huva vo sab bhool ja
Kar de dafan khudko hi
Tu phirse zinda hoja
Janam-din ab mana,
Tu aaj insaan bana.
Har koi ye karey,
Jashn yuhi chalta rahey
Phir bhala marne se
Koi kyun daarey.

Kyun na nazron ka
Hum badal dein nazaria.
Kyun na sookhey
Pattey mein bhi dekhein,

Kyun na apni oongli ko
Khud pe ghoomaein.
Kyun na andhee hai
Aadat toh rasta dikhaein.
Kyun na ye hi zaroori
Zaroori zaroori hai…..
Nazron ka hum
Badal dein nazaria.
Kyun na sookhey
Pattey mein bhi dekhein,

Kyun na apni oongli ko
Khud pe ghoomaein.
Kyun na andhee hai
Aadat toh rasta dikhaein.
Kyun na ye hi zaroori
Zaroori zaroori hai…..

Kyun Na Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.