Kya Tujh Pe Nazm Likhon Lyrics – Ahmed Hussain, Mohammed Hussain
Aur kaisa geet likhon
Kya tujh pe nazm likhun
Aur kaisa geet likhun
Jab teri taarif karun
Sur taal mein meet likhun
Kya tujh pe nazm likhun
Aur kaisa geet likhun
Jab teri taarif karun
Sur taal mein meet likhun
Kya tujh pe nazm likhun
Aur kaisa geet likhun
Kya tujh pe nazm likhun
Kalavati mein teri chhabi hain
Mukhada roop ka darpan
Tere labon ke rang mein paaye
Maine laali aman
Hawa mein udati latak
Swagat karti jai jaivanti
Mehaka mehaka khilla
Khilasa tera rang basanti
Baal kamal pe jaise pahadipar
Ghan ghor ghataye
Megh se naina saawan bhado
Prem ka ras barsaaye
Teri sondhi mohani soorat
Komal kanchan kaaya
Jaane ghazal kismat se paayi
Tere husn kii saya
Jisne sukh mera rajeshwari
Roohe sangeet likhun
Kya tujh pe nazm likhun
Aur kaisa geet likhun
Kya tujh pe nazm likhun
Teri dhaani chunariya lehare
Jaise madhur bhaya
Pyaar ka ghulshan mehka mehaka
Tujhse jaane bahaar
Teri ye jhalak hain kaafi
Mujhko jaan se pyaari
Chaal nasheeli dekha ke teri
Labs karein barbaadi
Sar se paaon talak dilkash
Andaaz tera saana
Tu meri ghulkali hain jaanam
Main tera hoon deewana
Teri chahat dil mein lekar
Ghuma desh videsh
Tujhse jaise door raha hoon
Dhaara jogiya phir
Sada suhagan dhar bhi tujhko
Preet ki reet likhun
Kya tujh pe nazm likhun
Aur kaisa geet likhun
Kya tujh pe nazm likhun
Jab teri taarif karun
Sur taal mein meet likhun
Kya tujh pe nazm likhun
Aur kaisa geet likhun
Kya tujh pe nazm likhun
Kya tujh pe nazm likhun
Kya tujh pe nazm likhun.