Kya Sach Hai Kya Jhooth Hai Lyrics

in

"Kya Sach Hai Kya Jhooth Hai" Song Details:

Album/Label: Magic Moments (1994)
Singer(s):Jagjit Singh
Composer(s):Jagjit Singh
Music Director(s):Jagjit Singh
Genre(s):Ghazal
Music Label:© Saregama
Release on:17th February, 1994

Kya Sach Hai Kya Jhooth Hai Lyrics – Jagjit Singh

Kya sach hai kya jhooth hai,
Jeevan ki kise pehchan,
Samjha hai kisne ise aaj tak,
Kiske haathon me hai yeh kaha,

Jaise raak ke andar koi,
Angara reh jata hai,
Jalne ke liye,

Maun samarpan mein bhi to,
Vidhroh panapta rehta hai,
Mitne ke liye,

Jane kisne peer parayi,
Khilne se phele murjhai,
Adhro mein muskan,

Jeena bas ki baat nahi hai,
Marne ka adhikar nahi,
Chalna hai badi,

Saanso par pehra baitha hai,
Jine mein bhi sar nahi,
Tooti hai kadi,

Jhote rishte nate sare,
Apne hi sapno se hare,
Ulzhan mein hai pran,

lyricsbogie.com
Jeevan hai ek lakshaman rekha,
Jisne na isko dekha,
Girta hi gaya,

Kasturi mrig ki tarah,
Bhatka woh jungle jungle,
Ghirta hi gaya,

Puri na hoti hai chahe,
Kitni anjani hai rahe,
Manjil hai anjan.

Kya Sach Hai Kya Jhooth Hai Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.