Kya Kya Nazare Dikhati Hai Lyrics – Asha Bhosle, Mahendra Kapoor
Dikhati hai ankhiya
Kya kya najare
Dikhati hai ankhiya
Kabhi hasati hai
Kabhi rulati hai
Kabhi diwana
Banati hai ankiya
Kya kya najare
Dikhati hai ankhiya
Kya kya najare
Dikhati hai ankhiya
Ankhiyo ke hote
Hai dore gulabi
Ankhiyo ke hote
Hai dore gulabi
Masti se dekhe
To karde sharabi
Jhuthi to ho jaye
Dil ki kharabi
Jhuthi to ho jaye
Dil ki kharabi
Rato ki nindiya
Udati hai ankhiya
Rato ki nindiya
Udati hai ankhiya
Kabhi hasati hai
Kabhi rulati hai
Kabhi diwana
Banati hai ankiya
Kya kya najare
Dikhati hai ankhiya
Dam bhar me hoti
Hai ankhiya parayi
Dam bhar me hoti
Hai ankhiya parayi
Apno se karti hai
Ye bewafai
Dete hai naino
Ke mare duhai
Dete hai naino
Ke mare duhai
Aisa nishana
Lagati hai ankhiya
Aisa nishana
Lagati hai ankhiya
Kabhi hasati hai
Kabhi rulati hai
Kabhi diwana
Banati hai ankiya
Kya kya najare
Dikhati hai ankhiya
Kya kya najare
Dikhati hai ankhiya
Dunia me rah
Kar dunia na dekhe
Ye kaisi majburi
Hamko bhi koi
Aankhe de de
Karde aasha puri
Majbur aise bhi
Hai jindagi me
Jinko andhera
Mila roshni me
Jinke gujarte hai
Din bekashi me
Jinke gujarte hai
Din bekashi me
Dar dar ki thokar
Khilati hai ankhiya
Dar dar ki thokar
Khilati hai ankhiya
Kabhi hasati hai
Kabhi rulati hai
Kabhi diwana
Banati hai ankiya
Kya kya najare
Dikhati hai ankhiya
Kya kya najare
Dikhati hai ankhiya.