Kya Kare Kya Na Kare Lyrics – Udit Narayan
Kya karein kya na karein
Ye kaisi mushkil hay
Koi to bata de iska
Hal o mere bhai
Ki ek taraf to ussay
Pyaar karein hum
Aur usko hi ye kehne
Se darrein hum
Kya karein kya na karein
Ye kaisi mushkil hay
Koi to bata de iska
Hal o mere bhai
Ki ek taraf to ussay
Pyaar karein hum
Aur usko hi ye kehne
Se darrein hum
Roz roz hum sochta yehi
Aaj humko vo agar mil jaaye kahin
To aisa bolega saala vaisa bolega
Khullam khulla uspe
Dil ka raaz hum kholega
Vo saamne chamakti hai
Saans hi atakti hai
Aur ye zubaan jaati hai fisal
To kya karein kya na karein
Ye kaisi mushkil hay
Koi to bata de iska hal o mere bhai
Ki ek taraf to ussay pyaar karein hum
Aur usko hi ye kehne se darrein hum
Ye kaisi mushkil hay
Koi to bata de iska
Hal o mere bhai
Koi badi baat nahin
Humein kehna tha jo bhi
Vo to hum yoonhi kehte magar
Phir bhi kaha nahin vajah iski hai yehi
Bas inkaar se humko tha darr
Ab kahein ya na kahein
Ki haan kahein na kahein
Soch soch mein hi vo gayi nikal
Kya karein kya na karein
Ye kaisi mushkil hay
Koi to bata de iska
Haal o mere bhai
Hey bhai mere bhai
O mere bhai
Hey bhai mere bhai
O mere bhai.