Kya Kaam Surahi Se Lyrics – Anup Jalota
Paimaano se kya lena
Kya kaam surahi se
Paimaano se kya lena
Wo aankh salamat hain
Maikhano se kya lena
Kya kaam surahi se
Paimaano se kya lena
Wo aankh salamat hain
Maikhano se kya lena
Kya kaam surahi se
Paimaano se kya lena
Mujhko to tere darr par
Sar apna jukana hain
Mujhko to tere darr par
Sar apna jukana hain
Mujhko to tere darr par
Sar apna jukana hain
Masjid se garaz kya hain
Dudkhano se kya lena
Wo aankh salamat hain
Maikhano se kya lena
Kya kaam surahi se
Paimaano se kya lena
Marzi hain patango ki
Aaye ke nahi aaye
Marzi hain patango ki
Aaye ke nahi aaye
Marzi hain patango ki
Aaye ke nahi aaye
Samma ko to jalna hain
Parwano se kya lena
Wo aankh salamat hain
Maikhano se kya lena
Kya kaam surahi se
Paimaano se kya lena
Milate hi nazar unse
Armaan machalte hain
Milate hi nazar unse
Armaan machalte hain
Milate hi nazar unse
Armaan machalte hain
Par unko mere dil ke
Armaano se kya lena
Wo aankh salamat hain
Maikhano se kya lena
Kya kaam surahi se
Paimaano se kya lena
Deewana muraad usne
Khud humko banaya hain
Deewana muraad usne
Khud humko banaya hain
Deewana muraad usne
Khud humko banaya hain
Ab khud hi woh kehta hain
Deewano se kya lena
Wo aankh salamat hain
Maikhano se kya lena
Kya kaam surahi se
Paimaano se kya lena
Wo aankh salamat hain
Maikhano se kya lena
Kya kaam surahi se
Paimaano se kya lena.