Kya Dekh Raha Hai Yaar Lyrics – Babul Supriyo, Priya Bhattacharya, Vinod Rathod
Kya soch raha hai yaar
Kya dekh raha hai yaar
Kya soch raha hai yaar
Kya dekh raha hai yaar
Kya soch raha hai yaar
Duniya ke bazaar mein
Sab chalta hai yaar
Duniya ke bazaar mein
Sab chalta hai yaar
Jung mein aur pyar mein
Sab chalta hai yaar
Jung mein aur pyar mein
Sab chalta hai yaar
Jung mein aur pyar mein
Sab chalta hai yaar
Jung mein aur pyar mein
Sab chalta hai yaar
Jung mein aur pyar mein
Sab chalta hai yaar
Kya dekh raha hai yaar
Kya soch raha hai yaar
Jis ko milega mauka
De jayega wo dhoka
Bachna hai to nikal jaa
Banke hawa ka jhoka
Mehfil mein dosto ki
Khatra hai dusmano ka
Mehfil mein dosto ki
Khatra hai dusmano ka
Achha kya bura kya
Khara kya khota kya
Tera kya mera kya
Iska kya uska kya
Kiska ka yaha pe koi aitbar
Kiska ka yaha pe koi aitbar
Jung mein aur pyar mein
Sab chalta hai yaar
Jung mein aur pyar mein
Sab chalta hai yaar
Kya dekh raha hai yaar
Kya soch raha hai yaar
Yeh husn bhi deewana
Yeh ishq bhi deewana
Dhadkan kahi dilo ki
Sunle na yeh zamana
Parde ki baat hai yeh
Parda nahi uthana
Parde ki baat hai yeh
Parda nahi uthana
Dekha hai suna hai
Socha hai jana hai
Dil ne jo kaha hai
Humne wo mana hai
Koi hai shikari koi hai shikar
Koi hai shikari koi hai shikar
Jung mein aur pyar mein
Sab chalta hai yaar
Are jung mein aur pyar mein
Sab chalta hai yaar
Kya dekh raha hai yaar
Kya soch raha hai yaar
Kya dekh raha hai yaar
Kya soch raha hai yaar
Duniya ke bazaar mein
Sab chalta hai yaar
Jung mein aur pyar mein
Sab chalta hai yaar
Jung mein aur pyar mein
Sab chalta hai yaar
Jung mein aur pyar mein
Sab chalta hai yaar
Jung mein aur pyar mein
Sab chalta hai yaar.