Krishna Past Time (Gokul Ki Galiyon Me) Lyrics – Shravan Suresh
Are gokul ki galiyo ne dekhi
Are kanha teri lila nyari
Are nanha kanha
Chhota kanha dikhta
Hai bhol bada
Par chutkiyo mein aasman se
Chand hai leke udda
Are apna kanhapyara
Kanha dheere se howe bada
Uski in sararato mein
Raj hai ghahra chupa
Are ho are ho hamne dekhi
Sabne dekhi chhin
Nak chhin chhin
Are kanha teri lila nyari
Chhin nak chhin chhin
Are ankhe bachake
Sab se chhupake
Makhan churane do
Ae gaiya charake
Sabko nachake
Bansi bajane do
Dhin tanana dhin
Tanana dhin tanana na
Dhin tanana dhin
Tanana dhin tanana na
Wo hirniyo ka chhona hai wo
Morpankh sar pe hai uske jada
Gopiyo ki matki fode
Papiyo ka dam tode
Is nagar har ghar
Ko hai sukh se bhara
Bansi baaje dekho
Bansi baje re
Radha naache dekho
Radha nachhe re
Are gokul ki galiyo ne dekhi
Chhin nak chhin chhin
Are kanha teri lila nyari
Chhin nak chhin chhin
Are ankhe bachake
Sab se chhupake
Makhan churane do
Ae gaiya charake
Sabko nachake
Bansi bajane do
Dhin tanana dhin
Tanana dhin tanana na
Dhin tanana dhin
Tanana dhin tanana na
Isme dagkar bolo kitni chitiya
Hathi ke chiti apna kanha
Kisi se bhi na hai dara
Kanha dekho khilkhilaye
Maa yasoda muskuraye
Jag sara nanhe
Se mukh me bhara
Bansi baaje dekho
Bansi baje re
Radha naache dekho
Radha nachhe re
Are gokul ki galiyo ne dekhi
Chhin nak chhin chhin
Are kanha teri lila nyari
Chhin nak chhin chhin
Are nanha kanha
Chota kanha dikhta
Hai bhol bada
Par chutkiyo me aasman se
Chand hai leke udda.