Koi Raat Aisi Bhi Aaye Lyrics – Ustad Ghulam Ali
Koi raat aisi bhi aaye ke
Ye manzar dekhoon
Koi raat aisi bhi aaye ke
Ye manzar dekhoon
Teri peshani ho aur
Apna muqaddar dekhun
Koi raat aisi bhi aaye ke
Ye manzar dekhoon
Saare mosam tere aa
Jaane se lagte hain bahaar
Saare mosam tere aa
Jaane se lagte hain bahaar
Jab bhi dekhoon tujhe
Aa jaaye mere dil ko karaar
Sochata hoon tujhe
Palko pe sajha ke dekhoon
Koi raat aisi bhi aaye ke
Ye manzar dekhoon
Hain zamane ke sitam
Kisko batlaau yahan kya
Hain zamane ke sitam
Kaise dikhlaun yahan
Main tera aaina e ghum
Lab hilaau to har ek hath
Mein patthar dekhun
Koi raat aisi bhi aaye
Ke ye manzar dekhoon
Jab andhera ho jhala
Deti hain samme aksar
Jab andhera ho jhala
Deti hain samme aksar
Log kehate hain sadda
Hain teri shola petal
Ghunghuna yun teri
Aawaz ko chhukar dekhun
Koi raat aisi bhi aaye
Ke ye manzar dekhoon
Teri peshani ho aur
Apna muqaddar dekhun
Koi raat aisi bhi aaye
Ke ye manzar dekhoon.