Koi Laila Hame Bhi Zara Dekhe Lyrics – Amit Kumar, Mohammed Aziz, Suresh Wadkar
Koi laila hame bhi zara dekhe
Koi laila hame bhi zara dekhe
Hum bhi rakhta hain dil faulad ka
Koi sohni hame bhi pyar karle
Koi sohni hame bhi pyar karle
Hissa de denge hum zaydad ka
Koi laila hame bhi zara dekhe
Hum bhi rakhta hai dil faulad ka
Jo de hampe apni jaan
Jo de hampe apni jaan
Ladki chahiye jawan
Jiske gal ho gulabi
Jiski chaal ho sarabi
Jiski surat ho keetabi
Likhe khat jo jawabi
Tala khol degi chaabi
Tala khol degi chaabi
Tala khol degi chaabi
Tala khol degi chaabi
Koi laila hame bhi zara dekhe
Hum bhi rakhta hain dil faulad ka
Koi sohni hame bhi pyar karle
Hissa de denge hum zaydad ka
Marna ka andaaz alag hain
Jeene ka andaz alag
Marna ka andaaz alag hain
Jeene ka andaz alag
Sur ek hai tal ek hain
Rang alag hai saaz alag
Jab bhi ki hain hamne ki hain
Yaro kam ki baate
Aaja kudiye cheti aaja
Saj jayengi raate
Ha ha saj jayengi raate
Hoye hoye saj jayengi raate
Koi laila hame bhi zara dekhe
Hum bhi rakhta hai dil faulad ka
Koi sohni hame bhi pyar karle
Hissa de denge hum zaydad ka
Desh hamara mahakta gulshan
Hum hain iske wali
Lahu se apne sichenge hum
Iski dali dali
Aan watan hain shan watan
Iman watan hain jaan watan
Yar watan hain pyar watan
Dhatam watan hain karam watan
Aan watan hain sham watan
Iman watan hain jaan watan
Yaar watan hain pyar watan
Dharam watan hain karam watan
Jaye watan pe apni jaan
Hum ispe kurban
Jaye watan pe apni jaan
Hum ispe kurban
Hum ispe kurban
Hum ispe kurban
Hum ispe kurban
Hum ispe kurban
Hum ispe kurban
Hum ispe kurban
Hum ispe kurban.