Koi Aashiq To Koi Deewana Lyrics

in

"Koi Aashiq To Koi Deewana" Song Details:

Movie: Betaaj Badshah
Singer(s):Kavita Krishnamurthy, S. P. Balasubrahmanyam, Sadhana Sargam, Sudesh Bhonsle
Lyricist(s):Sameer
Composer(s):Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Music Director(s):Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Genre(s):Love
Director(s):Iqbal Durrani
Music Label:© Tips Music
Starring:Raaj Kumar, Shatrughan Sinha, Mamta Kulkarni, Prem Chopra, Jay Mehta, Mukesh Khanna
Release on:8th April, 1994

Koi Aashiq To Koi Deewana Lyrics – Kavita Krishnamurthy, S. P. Balasubrahmanyam, Sadhana Sargam, Sudesh Bhonsle

Pyaar toh hai ik khaali botal,
Dil hai ek tuta paimaana
Ghunt jeher ka pita jaaye,
Log kahein jisako deewana
Aa aa aa aa aa……..

lyricsbogie.com
Koyi aashiq toh koyi deewana bana
Koyi aashiq toh koyi deewana bana
Koyi aashiq toh koyi deewana bana
Pyaar jab bhi huwa ik
Fasaana bana, fasaana bana
Koyi aashiq toh koyi deewana bana
Koyi aashiq toh koyi deewana bana
Pyaar jab bhi huwa ik
Fasaana bana, fasaana bana

Kori thi ulfat ki kitaabein,
Are hamane bada ehsaan kiya
Chaahat ke inn afsaano ko
Hamane lahu se rang diya
Kitani jaane gayi kitane rusawa huye
Kitani jaane gayi kitane rusawa huye
Tamaashe mohabbat mein
Kya kya huye, kya kya huye
Na bacha koyi har dil nishaana bana
Na bacha koyi har dil nishaana bana
Pyaar jab bhi huwa ik
Fasaana bana, fasaana bana

Deewaar agar majbut ho toh
Aandhi bhi yahaan ruk jaati hai
Taakat ke aage duniya ki
Har ik shai chhup jaati hai
Jung-e-ulfat mein toh log marte nahi
Jung-e-ulfat mein toh log marte nahi
Phir bhi maane nahi aahein
Bharate rahe, bharate rahe
Ishq kurbaaniyon ka taraaana bana
Ishq kurbaaniyon ka taraaana bana
Pyaar jab bhi huwa ik
Fasaana bana, fasaana bana
Koyi aashiq toh koyi deewaana bana
Koyi aashiq toh koyi deewaana bana
Pyaar jab bhi huwa ik
Fasaana bana, fasaana bana.

Koi Aashiq To Koi Deewana Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.