Kismat Mein Yahi Likha Tha Lyrics – Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Woh dikhlake hum ko police ka ye thhana
Na jaane kidhar ho gaye hai rawaana
Samaj te the unse mohabbat milegi
Magar us ke badle mila jail khaana
Kismat mein yahin likha tha
Kismat mein yahin likha tha
Hum roye hanse zamaana
Hum roye hanse zamaana
Kismat mein yahi likha tha
Hum roye hanse zamaana
Hum roye hanse zamaana
Wo dil tod dete jigar phod dete
Chale jaate gar chaahte thhe woh jaana
Magar unko ye haq to hargiz nahin thha
Hamen laake aisi jagah par phansaana
Kismat mein yahi likha tha
Kismat mein yahi likha tha
Hum roye hanse zamaana
Hum roye hanse zamaana
Kismat mein yahin likha tha
Hum roye hanse zamaana
Hum roye hanse zamaana
Gul machaana na samjho daroga aa
Ye hain apni bardaadiyon ka fasaana
Hai baithe yahaan tere mehmaan ban kar
Na taqiyaa na bistar na roti na khaana
Kismat mein yahi likha tha
Kismat mein yahi likha tha
Hum roye hanse zamaana
Hum roye hanse zamaana.