Kisi Ko Phool Mile Kisi Ko Lyrics – Lata Mangeshkar
Kisi ko phool mile kisi ko dhool
Sab ki kabool duaaen nahin hotin
Kai maaon ke bachche nahin hote
Kai bachchon ki maaen nahin hotin
Kisi ko phool mile kisi ko dhool
Sab ki kabool duaaen nahin hotin
Kai maaon ke bachche nahin hote
Kai bachchon ki maaen nahin hotin
Kisi ko phool mile kisi ko dhool
Kabhi ye nazren kabhi nazaaren
Kabhi ye nazren kabhi nazaaren
Rang badalte rahte hain saare
Duniya mein sada ek jaisi
Duniya mein sada ek jaisi
Duniyaa ki hawaayen nahin hotin
Kai maaon ke bachche nahin hote
Kai bachchon ki maaen nahin hotin
Kisi ko phool mile kisi ko dhool
Logon se bhi hoti hain khataayen
Logon se bhi hoti hain khataayen
Auron se bhi hoti hain zafaayen
Ham jaisi magar duniya mein
Ham jaisi magar duniya mein
Kisi ko bhi sazaayen nahin hotin
Kai maaon ke bachche nahin hote
Kai bachchon ki maaen nahin hotin
Kisi ko phool mile kisi ko dhool
Sab ki kabool duaaen nahin hotin
Kai maaon ke bachche nahin hote
Kai bachchon ki maaen nahin hotin
Kisi ko phool mile kisi ko dhool hmm.