Kisi Ki Aankh Ke Aansoo Hai Lyrics

in

"Kisi Ki Aankh Ke Aansoo Hai" Song Details:

Movie: Aaghosh (1953)
Singer(s):Lata Mangeshkar
Lyricist(s):Indeevar
Composer(s):Roshanlal Nagrath (Roshan)
Music Director(s):Roshanlal Nagrath (Roshan)
Genre(s):Sad
Director(s):Murtaza Gilani
Music Label:© Saregama
Starring:Gulshan Ara, M. Ismail, Sabiha Khanum

Kisi Ki Aankh Ke Aansoo Hai Lyrics – Lata Mangeshkar

Kisi ki aankh ke aansoo hain,
Sitaare na kaho
Nazar ka dhoka hai tum
Inko nazaare na kaho
Kisi ki aankh ke aansoo hain,
Sitaare na kaho
Nazar ka dhoka hai
Tum inko nazaare na kaho

lyricsbogie.com
Ye murawwat hain jo milte hain,
Muhabbat to nahin
Ye murawwat hain jo milte hain,
Muhabbat to nahin
Wo kisi aur ke hain,
Unko hamaare na kaho
Nazar ka dhoka hai,
Tum inko nazaare na kaho
Kisi ki aankh ke aansoo hain,
Sitaare na kaho
Nazar ka dhoka hai tum
Inko nazaare na kaho

Lagi jo thes hi maujon ki
To ye toot pade
Lagi jo thes hi maujon ki
To ye toot pade
Thame thame se ye toofaan hai,
Kinaare na kaho
Nazar kaa dhokaa hai,
Tum inko nazaare na kaho
Kisi ki aankh ke aansoo hain,
Sitaare na kaho
Nazar ka dhoka hai tum
Inko nazaare na kaho.

Kisi Ki Aankh Ke Aansoo Hai Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.