Kisi Ke Thukra Kar Lyrics

in

Kisi Ke Thukra Kar Lyrics, is a Hindi Sad song from the soundtrack of the Indian Hindi film Pocket Maar (1956). The song is sung by Lata Mangeshkar and 6 Pack (Band) and composed by Madan Mohan, with lyrics of Kisi Ke Thukra Kar provided by Rajendra Krishan. The film Pocket Maar (1956) features Dev Anand and Geeta Bali in a lead role.

"Kisi Ke Thukra Kar" Song Details:

Movie: Pocket Maar (1956)
Singer(s):Lata Mangeshkar, 6 Pack (Band)
Lyricist(s):Rajendra Krishan
Composer(s):Madan Mohan
Music Director(s):Madan Mohan
Genre(s):Sad
Director(s):Harnam Singh Rawail
Music Label:© Shemaroo
Starring:Dev Anand, Geeta Bali

Kisi Ke Thukra Kar Lyrics – Lata Mangeshkar, 6 Pack (Band)

Kisi ke thukraakar armaan
Na jaao bedardi nadaan
Ye mausam roz nahin aata
Ye mausam roz nahin aata
Arre anjaan nahin aasan
Bahaaron ke aise samaan
Ye mausam roz nahin aata
Ye mausam roz nahin aata

Shamaa tak aakar parwaane
Kahaan jaata hai deewaane
Shamaa tak aakar parwaane
Kahaan jaata hai deewaane
Yoonhi kyun hota hai hairaan
Nazaakat mauke ki pahchaan
Ye mausam roz nahin aata
Ye mausam roz nahin aata
Kisi ke thukraa kar armaan
Na jaao bedardi nadaan
Ye mausam roz nahin aata
Ye mausam roz nahin aata

Sada ik baat nahin hoti
Haseen har raat nahin hoti
Sada ik baat nahin hoti
Haseen har raat nahin hoti
Bharosa kya ghataaon ka
Sada barsaat nahin hoti
Sada barsaat nahin hoti
Ye rut hai do din ki mehmaan
Na hogi kal koyal ki taan
Ye mausam roz nahin aata
Ye mausam roz nahin aata
Kisi ke thukraa kar armaan
Na jaao bedardi nadaan
Ye mausam roz nahin aata
Ye mausam roz nahin aata.

Kisi Ke Thukra Kar Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.