Kisi Ke Muskurahat Ke Sitare Lyrics – Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz, Suresh Wadkar
Kisi ke muskurahat ke
Sitare chun liye hamne
Jo dekhe unki aankho mein
Nazare chun liye hume
Kisi ke muskurahat ke
Sitare chun liye hamne
Jo dekhe unki aankho mein
Nazare chun liye hume
Mukadar mein
Mukadar mein jo likhe the
Ishare chun liye hamne
Sitare chun liye tumne
Sarare chun liye tumne
Mubarak ho murbarak ho
Mubarak ho murbarak ho
Khushboo bhi apni phool bhi apna
Hamne bhi dekha tha aisa hi sapna
Khushboo bhi apni phool bhi apna
Hamne bhi dekha tha aisa hi sapna
Sapno ka leke sahara kya jeena
Zindagi tumhari hain
Hamara kya jeena
Zindagi tumhari hain
Hamara kya jeena
Sahare jo the jeene ke
Sahare chun liye hamne
Sitare chun liye tumne
Sarare chun liye humne
Mubarak ho murbarak ho
Mubarak ho murbarak ho
Dub ke dekho kitna hai gehra
Pyar ka dariya thahra thahra
Dub ke dekho kitna hai gehra
Maujho ko apne daman mein le le
Apni to aadat hai toofan se khele
Apni to aadat hai toofan se khele
Kinare jo bhi dekhe
Kinare chun liye hamne
Sitare chun liye tumne
Sarare chun liye humne
Mubarak ho murbarak ho
Mubarak ho murbarak ho
Kisi ke muskurahat ke
Sitare chun liye hamne
Jo dekhe unki aankho mein
Nazare chun liye hume
Kisi ke muskurahat ke
Sitare chun liye hamne
Jo dekhe unki aankho mein
Nazare chun liye hume
Mukadar mein
Mukadar mein jo likhe the
Ishare chun liye hamne
Sitare chun liye tumne
Sarare chun liye humne
Mubarak ho murbarak ho
Mubarak ho murbarak ho
Mubarak ho murbarak ho
Mubarak ho murbarak ho
Mubarak ho murbarak ho.