Khwaja Ki Deewani Lyrics – Neha Naaz
Idhar gareeb khade hai
Udhar gareebnawaaz
Har ek simt se bas
Aa rahi hai yeh aawaaz
Mann o gareeb dayaaro
Tu hi gareebnawaaz
Bichhad ke aap ke dar se
Sukun e dil na mila
Khuda gawaah hai khuda ka
Rasul yaa khwaaja
Sakhi nagar nagar sakhi dagar dagar
Mat ishq ke aag lagake chali
Mora khesh gayo mora bhesh gayo
Main toh ishq ki aag mein poori jhali
Kal main ki bhabhoot ko munh se mali
Toh baaki tum bhi haath mali allah
Yeh roop saa roop dikhati chali
Yeh roop saa roop dikhati chali
Aur khwaja ki dhoon yeh gaati chali
Main toh deewani khwaja ki deewani
Main toh deewani khwaja ki deewani
Main toh deewani khwaja ki deewani
Main toh deewani khwaja ki deewani
Main toh deewani khwaja ki deewani
Main toh khwaja ki deewani
Apne khwaja ki deewani
Main toh khwaja ki deewani
Koi kis ka hai aur koi kisi kaa
Main toh deewani khwaja ki deewani
Main toh deewani khwaja ki deewani
Main toh deewani khwaja ki deewani
Main toh deewani khwaja ki deewani
Nafrat ka zaher baato mein
Tum ghol ke dekho
Aa jaayenge khwaja
Mujhe kuchh bol ke dekho
Yeh nizaami yakeen
Zara tol ke dekho
Lilaah farishto
Lilaah farishto yeh kafan khol ke dekho
Main toh deewani khwaja ki deewani
Main toh deewani khwaja ki deewani
Main toh deewani khwaja ki deewani
Main toh deewani khwaja ki deewani
Deewani deewani deewani deewani..
Deewani deewani deewani deewani..
Main deewani main deewani
Main deewani main deewani
Deewani deewani deewani deewani..
Deewani deewani deewani deewani..
Deewani khwaja ki deewani
Main toh deewani khwaja ki deewani
Main toh deewani khwaja ki deewani
Sansaar har ko pooje
Guru ko jagat saraahe
Sansaar har ko pooje
Guru ko jagat saraahe
Makke mein koi dhundhe
Kaashi mein koi chahein
Guiyyan main apne peeke
Paiyyan padun na kahein
Har kom milna
Tera dine wakeeb lagake
Mann kib larast kar
Har simt haj ko bulaaye
Paap dhul jaaye saare ke
Paapan hoon main
Bhaag mere jaga
Do abhagan hoon main
Tu hai data mera aur
Bhikharan hoon main
Main toh kyaa cheez hoon
Baadshahe taayewar
Teri dargaah ki jaaliya thaam kar
Kehte hai khwaja karde
Karam ki ek nazar
Phir kya huaa jo keh diya
Phir kya huaa jo keh diya maine itna gar
Main toh deewani khwaja ki deewani
Main toh deewani khwaja ki deewani
Main toh deewani khwaja ki deewani
Main toh deewani khwaja ki deewani
Kitani ajeeb baat hai
Baat bhi kuchh ajeeb hai
Jisne diya hai dard e
Dil wahin mera tabib hai
Dairo haram mein imtiyaaje
Sayewaaye ehale dil nahi
Yeh bhi dare habib hai
Woh bhi dare habib
Na garaz haram ke wakaar se
Na garaz haram ke wakaar se
Na sanam ka dekhe bahaar se
Humein kaam hai dariyaar se
Dariyaar phir dariyaar hai
Haram aur dair ke katbe
Woh dekhe jisko phursat hai
Yahaan hathe nazar
Tak sirf unvaane mohabbat hai
Parastaare mohabbat ki
Mohabbat hi sheriyat hai
Kisi ko yaad karke
Aahaan bharlena ibadat hai
Jahaan woh hai wahaan dil hai
Jahaan dil hai wahaan sab kuchh
Magar pehke makaam e dil
Samaj ne ki zaroorat hai
Meri deewangi pe
Yeh hoshwale behesh farmaaye
Magar pehle unhein
Deewana banne ki zaroorat hai
Muslim yahin kehte hai ke masjid mein aa
Aur hindu yahin kehte hai ke mandir achha
Sikho ka yeh dawa hai ke gurudwara achha
Aur isaai yeh kehte hai girjaa mein aa
Lekin mera kyaa kehna hai kshama kijiyega
Hai jaisi nazar waisi sooje
Koi ye pooje koi woh pooje
Deewane ki duniya sab se alag
Na yeh pooje na woh pooje
Kaaba kali saa gurdwara o ganga
Kaaba kali saa gurdwara o ganga
In pehero se mujhe matlab kyaa
Main toh deewani khwaja ki deewani
Main toh deewani khwaja ki deewani
Main toh deewani khwaja ki deewani
Main toh deewani khwaja ki deewani
Nakeerat chhedate kyun ho
Nakeerat chhedate kyun ho
Yeh kaleza cheer ke dekho
Main toh deewani khwaja ki deewani
Main toh deewani khwaja ki deewani
Main toh deewani khwaja ki deewani
Main toh deewani khwaja ki deewani
Main toh deewani khwaja ki deewani
Main toh deewani khwaja ki deewani
Main toh deewani khwaja ki deewani
Main toh deewani khwaja ki deewani.