Khwabon Ki Duniya Lyrics – Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Sitaron ki duniya
Dur bhi hain par dur nahi
Khwabon ki duniya
Sitaron ki duniya
Dur bhi hain par dur nahi
Ujhade fizza ke
Chaman se ye kehado ke
Rangin bahar ab dur nahi
Khwabon ki duniya
Har taraf ho viraaniyan
Gher chuki ho aandhiyaan
Har taraf ho viraaniyan
Gher chuki ho aandhiyaan
Tadapte armaan ke is jahan ko
Kabhi to sakun to aayega
Khwabon ki duniya
Sitaron ki duniya
Dur bhi hain par dur nahi
Khwabon ki duniya
Kaali ghatae jab jaayengi
Sunehri kirne aayegi
Kaali ghatae jab jaayengi
Sunehri kirne aayegi
Phir inn baato ko yaad kar
Aayegi khud ko bhi hasi
Khwabon ki duniya
Sitaron ki duniya
Dur bhi hain par dur nahi
Ujhade fizza ke
Chaman se ye kehado ke
Rangin bahar ab dur nahi
Khwabon ki duniya.