Khushiyan Kaise Phir Lyrics – Dinesh Arjuna, Sadhana Sargam
Khushiyan kaise phir mushkaye
Dard ka jab saagar lehraye
Khushiyan kaise phir mushkaye
Dard ka jab saagar lehraye
Dil ki duniya ujhad chuki hain
Dil ki duniya ujhad chuki hain
Kis raaste ko hum apnaaye
Khushiyan kaise phir mushkaye
Dard ka jab saagar lehraye
To har raasta manzil dikhlaye
Himmat gar marne na paaye
To har raasta manzil dikhlaye
Dard ke saagar se nikal ke
Dard ke saagar se nikal ke
Kashti saahil pe aa jaaye
Himmat gar marne na paaye
To har raasta manzil dikhlaye
Har mod par bichhe huye hain
Kitane hi kaante phoolo ki sakal me
Har mod par bichhe huye hain
Kitane hi kaante phoolo ki sakal me
Phir bhi hum jeeye jaate hain
Dhaal ke aaj ko har roj kal mein
Dhaal ke aaj ko har roj kal mein
Dard ke sang bhi jee sakte hain
Jo isko mann se apnaye
Dil ki duniya ujhad chuki hain
Dil ki duniya ujhad chuki hain
Kis raaste ko hum apnaaye
Khushiyan kaise phir mushkaye
Dard ka jab saagar lehraye
Jhalaya baharon ne mere chaman ko
Charaago ne roshani si daali
Jhalaya baharon ne mere chaman ko
Charaago ne roshani si daali
Barbaad karke dil aur jigar ki
Zakham manate hain deewali
Zakham manate hain deewali
Apno ne jo aag lagaayi
Auro ko phir uss mein jhalaye
Dil ki duniya ujhad chuki hain
Dil ki duniya ujhad chuki hain
Kis raaste ko hum apnaaye
Khushiyan kaise phir mushkaye
Dard ka jab saagar lehraye
Ghum mein khushi gar tum talassho
Ghum mein bhi khushiyan mill sakti hai
Ghum mein khushi gar tum talassho
Ghum mein bhi khushiyan mill sakti hai
Tukado se tum naya dil banalo
To kaanto mein bagiyan khil sakti hai
To kaanto mein bagiyan khil sakti hai
Haske apna kisko bana lo to
Khushiyon mein ye ghum dhal jaaye
Dard ke saagar se nikal ke
Dard ke saagar se nikal ke
Kashti saahil pe aa jaaye
Dil ki duniya ujhad chuki hain
Dil ki duniya ujhad chuki hain
Kis raaste ko hum apnaaye
Tum jo kaho to main lagadoon
Zakhmo pe marham aaj tumhare
Tum jo kaho to main lagadoon
Zakhmo pe marham aaj tumhare
Tann mann dhan se pooja karungi
Main tumhare saanj sataare
Main tumhare saanj sataare
Tumhare kadmo mein aane se
Jannat mujhko bhi mil jaaye
Dard ke saagar se nikal ke
Dard ke saagar se nikal ke
Kashti saahil pe aa jaaye
Himmat gar marne na paaye
To har raasta manzil dikhlaye.