Khushi Ka Zamaana Gaya Lyrics

in

"Khushi Ka Zamaana Gaya" Song Details:

Movie: Chhoti Bhabbi (1950)
Singer(s):Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Lyricist(s):Qamar Jalalabadi
Composer(s):Bhagatram Batish, Husnlal Batish
Music Director(s):Bhagatram Batish, Husnlal Batish
Genre(s):Sad
Director(s):Shanti Kumar
Music Label:© Saregama
Starring:Karan Dewan, Nargis Dutt, Shyam, Kuldeep

Khushi Ka Zamaana Gaya Lyrics – Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

lyricsbogie.com
Khushi ka zamaana gaya
Rone se ab kaam hai
Khushi ka zamaana gaya
Rone se ab kaam hai
Pyaar uska naam thha
Judaai iska naam hai
Khushi ka zamaana gaya

Tera bhi kasoor nahin
O mera bhi kasoor nahin
O mera bhi kasoor nahin
Tera bhi kasoor nahin
O mera bhi kasoor nahin
O mera bhi kasoor nahin
Jisne hamen juda kiya
Qismat uska naam hai
Khushi ka zamaana gaya
Rone se ab kaam hai
Pyaar uska naam thha
Judaai iska naam hai
Khushi ka zamaana gaya

Itni hai kahaani meri
O lut gayi jawaani meri
O lut gayi jawaani meri
Itni hai kahaani meri
O lut gayi jawaani meri
O lut gayi jawaani meri
Ek hai nishaani teri
Yaad uska naam hai
Khushi ka zamaana gaya
Rone se ab kaam hai
Pyaar uska naam thha
Judaai iska naam hai
Khushi ka zamaana gaya

Paas tere aaun main
Ho qadmon par ghir jaaun main
Ho qadmon par ghir jaaun main
Paas tere aaun main
Ho qadmon par ghir jaaun main
Ho qadmon par ghir jaaun main
Ek hai majboori meri
Farz uska naam hai
Khushi ka zamaana gaya
Rone se ab kaam hai
Khushi ka zamaana gaya
Rone se ab kaam hai
Pyaar uska naam thha
Judaai iska naam hai
Khushi ka zamaana gaya.

Khushi Ka Zamaana Gaya Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.