Khuda Bhi Lyrics – Mohit Chauhan
Khuda bhi jab tumhe
Mere paas dekhta hoga
Mere paas dekhta hoga
Itni anmol cheez
De di kaise saohta hoga
Tu bemisaal hai
Teri kya misaal dun
Aasma se aayi hai
Yahi keh ke taal dun
Phir bhi koi jo puchhe
Kya hai tu kaisi hai
Haatho mein rang leke
Hawa mein uchhal dun
Hawa mein uchhal dun
Khuda bhi jab tumhe
Mere paas dekhta hoga
Itni anmol cheez
De di kaise saohta hoga
Jo bhi zameen tere paon tale aaye
Kadmo se chhuke wo aasma ho jaaye
Tere aage phike phike sare singar hai
Main to kya farishte
Bhi tujh pe nisaar hai
Garmi ki shaam hai tu
Jhaado ki dhoop hai
Jitne bhu mausam hai
Tere karzdar hai
Tere karzdar hai
Khuda bhi jab tere
Andaaz dekhta hoga
Itni anmol cheez
De di kaise saohta hoga
Chehara hia yaa jadu
Roop hai ya khwab hai
Aankhe hai yaa afsana
Jism yaa kitaab hai
Aaja tujhe mian padh lun
Dil mein utaar lun
Hotho se main tujhe
Aankho se pukaar lun
Khwahishe yeh kehti hai
Kehti rehti hai
Leke tujhe baaho mein
Shaame guzar dun
Shaame guzar dun
Khuda bhi ab tujhe
Din raat dhundhta hoga
Itni anmol cheez
De di kaise saohta hoga.