Khooshion Ke Khwaab Dekhen Lyrics – Pankaj Udhas
Khushiyon ke khwaab dekhe
Aur gham liye jiyada
Khushiyon ke khwaab dekhe
Aur gham liye jiyada
Humene sharaab kam pee
Aansu peeye jiyada
Khushiyon ke khwaab dekhe
Aur gham liye jiyada
Aisa bhi waqt aaya deedar ki talab mein
Aisa bhi waqt aaya deedar ki talab mein
Apni nigaah se bhi parde kiye jiyada
Apni nigaah se bhi parde kiye jiyada
Humene sharaab kam pee
Aansu peeye jiyada
Khushiyon ke khwaab dekhe
Aur gham liye jiyada
Tera suluk shayad itna boora nahi thaa
Tera suluk shayad itna boora nahi thaa
Tera suluk shayad itna boora nahi thaa
Khud zindagi ne humko dhoke diye jiyada
Khud zindagi ne humko dhoke diye jiyada
Humene sharaab kam pee
Aansu peeye jiyada
Khushiyon ke khwaab dekhe
Aur gham liye jiyada
Logo ko dil ke badle duniya pasand aayi
Logo ko dil ke badle duniya pasand aayi
Logo ko dil ke badle duniya pasand aayi
Andar to jee na paaye bahar jeeye jiyada
Andar to jee na paaye bahar jeeye jiyada
Humene sharaab kam pee
Aansu peeye jiyada
Khushiyon ke khwaab dekhe
Aur gham liye jiyada
Khushiyon ke khwaab dekhe
Aur gham liye jiyada.