Khan Pan Laddu Jalpan Lyrics – Piyush Mishra, Shreya Ghoshal, Swanand Kirkire
Khan pan laddu jalpan me jalebi
Ye lagan anokha
Khane me lao aye ji aye ji
Barfi gulab jamun petha malai khao
Khao kheer mung halwa
Mithi dakar paao paao
Ye jo dhup ki aag hai baan hai to
Wo madhumas ka chand hai
Ye talwar ke phul ki jaan hai to
Wo jhankar si taan hai
Sabko bhula ke aaj gaao ji gaao
Inpe lage na koi haye bure man ki
Sang me jo dekh lo to
Ek lage shankar hai
Sang me jo dekh lo to ek parwati
Manwa ga raha ga raha
Jaise bhige bhige
Bholepan me bholepan me
Hogi ye katha hogi ye katha
Hogi jaise sabhi ne sapne
Garam hai kadahi aur
Dur hath sek sek
Aam utha lo bandhu
Guthli ko dur feko feko
Mast ram hum hai
Ab koi na sambhalo
Chhodo chhodo ji surahi
Matke me muh ko dalo dalo
Chandi ki pitari se ho
Heere ke moti ki choti
Anghuti se jag se pyare ho
Sang me gulab ho to wo sarma jaye
Jab jab aag ho to wo ghabhra jaye
Sur me jo aag ho to
Budhi me thodi si uda lo bhang
Haye re haye ji me jee aa jaye
Rang tarang chaye
Are rang me magan the
Ang ang kya kare
Tumhre sang kya kare
Ye umang kya kare
Chore ab to nagada jam ke baja
Mauje umad ghumad umad ghumad
Manwa ga raha ga raha
Kaise bhige bhige
Bholepan me bholepan me
Hogi ye katha hogi ye katha
Hogi jaise sabhi ne sapne
Aaya dekho veer dekho
Sone ka har laya aaya ho
Veer hai jawan hai
Ye hai to shakti man hai.