Kehta Hain Mausam Lyrics

in

"Kehta Hain Mausam" Song Details:

Movie: Sapne Sajan Ke
Singer(s):Alka Yagnik
Lyricist(s):Sameer
Composer(s):Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Music Director(s):Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Genre(s):Happy (Feel Good)
Director(s):Lawrence D'Souza
Music Label:© Lara Music
Starring:Karishma Kapoor, Rahul Roy, Jackie Shroff
Release on:24th July, 1992

Kehta Hain Mausam Lyrics – Alka Yagnik

lyricsbogie.com
Kehta hain yeh mausam
Chha rahin hain kaheen pe ghata
Kehta hain yeh mausam
Chha rahin hain kaheen pe ghata
Panchhi gaa rahe hain
Inse poochhungi tera pata
Meri zulfon ko chhede
Deewani yeh paagal hawa
Sapane saajan ke
De rahe ab hamko sada
Kehta hain yeh mausam
Chha rahin hain kaheen pe ghata

Bhanvare tarane gaye
Gaake hame sunaaye
Phoolon ka dil hain jawaan
Aai jawaani aayi
Kya rut suhani aayi
Kitna haseen hai sama
Aise mein ji karta hain
Karne ko koi khata
Kehta hai yeh mausam
Chha rahin hain kaheen pe ghata
Panchhi gaa rahe hain
Inse poochhungi tera pata
Sapane saajan ke
De rahe ab hamko sada

Apana banaaungi main
Dil mein basaaungi main
Jab woh milega mujhe
Kiski deewani hoon main
Kiski kahaani hoon main
Kaise bataaun tujhe
Aaj nahin to
Kal mil jaayega uska pata
Kahata hain yeh mausam
Chha rahin hain kaheen pe ghata
Panchhi gaa rahe hain
Inse poochhungi tera pata
Sapane saajan ke
De rahe ab hamko sada
Meri zulfon ko chhede
Deewani yeh paagal hawa
Sapane saajan ke
De rahe ab hamko sada
Sapane saajan ke
De rahe ab hamko sada.

Kehta Hain Mausam Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.