Kaun Sunega Kisko Sunaye Lyrics – Kishore Kumar
Kaun sunega kisko sunaye
Kaun sunega kisko sunaye
Is liye chhup rahetey hain
Kaun sunega kisko sunaye
Is liye chhup rahetey hain
Humse apne rooth na jayen
Humse apne rooth na jayen
Is liye chhup rahetey hain
Meri surat dekhne walon
Main bhi ik aaina tha
Meri surat dekhne walon
Main bhi ik aaina tha
Toota jab yeh sisaye
Dil sawan ka mahina tha
Tukde dil ke kisko dikhayen
Tukde dil ke kisko dikhayen
Is liye chhup rahetey hain
Humse apne rooth na jayen
Humse apne rooth na jayen
Is liye chhup rahetey hain
Aaj khushi ki is mehpfhil
Main apna ji bhar aaya hai
Aaj khushi ki is mehpfhil
Main apna ji bhar aaya hai
Gam ki koyi baat nahi hai
Hume khushi ne rulaya hai
Aankh se aansu beh naa jayen
Is liye chhup rahetey hain
Humse apne rooth na jayen
Humse apne rooth na jayen
Is liye chhup rahetey hain
Pyar ke phool chunne they
Humne khushi ki sej sazane ko
Pyar ke phool chunne they
Humne khushi ki sej sazane ko
Patjad banke aai baharen
Ghar mein aag lagane ko
Aag main ghum ki jal na jayen
Aag main ghum ki jal na jayen
Is liye chhup rahetey hain
Kaun sunega kisko sunaye
Is liye chhup rahetey hain
Is liye chhup rahetey hain
Is liye chhup rahetey hain.