Kashtiya Bhi Lad Gayi Lyrics – S. P. Balasubrahmanyam, Sadhana Sargam
Kashtiya bhi lad gayi
Mastiya bhi mil gayi janeman
Raat kali so gayi roshani
Bhi ho gayi janeman
Subah tak ham ladte rahe
Jine ko ham marte rahe
Ghas bani hai talvare
Phool bane hai angare janeman
Janeman aayenge ab toh badal bhi
Bhigenge ab toh aanchal bhi
Zindagi hogi apni zindagi
Kashtiya bhi lad gayi
Mastiya bhi mil gayi janeman
Raat kali so gayi roshani
Bhi ho gayi janeman
Galo pe aansu ki rangoli
Mai yaha tu waha ladte rahe
Khatm yeh jang jane kab hogi
Maine tujhko yeh dil jabse diya
Kaanto pe gujara tab se kiya
Mera jivan tere bin suna
Khwabo mein rah gaya
Ha sajan se bichhd ke
Ab to kashtiya bhi lad gayi
Mastiya bhi mil gayi janeman
Raat kali so gayi roshani
Bhi ho gayi janeman
Janeman janeman tere waste
Aaya hu udd ke hawao me
Phulo me hoti hai jo khushbu
Waisi hi tu meri saanso me
Tere paavo ki payal ban jau
Tere naino ka kajal banke rahu
Mere dil ki tu hai rani
Le loon aa baaho mein tujh
Main hi mil jau main
Ab to kashtiya bhi lad gayi
Mastiya bhi mil gayi janeman
Raat kali so gayi roshani
Bhi ho gayi janeman
Subah tak ham ladte rahe
Jine ko ham marte rahe
Ghas bani hai talvare
Phool bane hai angare janeman
Janeman aayenge ab toh badal bhi
Bhigenge ab toh aanchal bhi
Zindagi hogi apni zindagi.