Kasam Kya Hoti Hai Lyrics – Asha Bhosle, Nitin Mukesh Chand Mathur
Kasam woh hoti hain
Jo todi na jaye bichhoda na paye
Kasam kya hoti hain
Kasam woh hoti hain
Jo todi na jaye bichhoda na paye
Yaar bichhadne lagte hain to
Rab ki aankh bhi roti hain
Kasam kya, kasam kya
Kasam kya hoti hain
Kasam woh hoti hain
Jo todi na jaye bichhoda na paye
Teri kasam to humse jo ruthi
Jaa se gujar jayenge
Ho teri ha se ji uthenge
Na se mar jayenge
Baat baat mein kasam na khana
Kasam majak nahi hain
Kasam hain jitni pak cheez
Koi utni pak nahi hain
Dilo ka sambal hain ho
Kasam gangajal hain
Dilo ka sambal hain ho
Kasam gangajal hain
Pyar pe dag jo lag jaye
To apne lahu se dhoti hain
Kasam kya, kasam kya
Kasam kya hoti hain
Kasam woh hoti hain
Jo todi na jaye bichhoda na paye
Dilo ke liye zaroori nahi hain
Duniya ki manjoori
Kasam pyar ki nahi manti
Janmo ki bhi doori
Tanhai ko mahkati hain
Yado ki kashturi
Kasam hai woh jo har
Halat mein ki jati hain puri
Kasam ek gita hain
Kasam woh sita hain
Kasam ek gita hain
Kasam woh sita hain
Rajmahal ke chhoke sukh jo
Angaro pe soti hain
Kasam kya, kasam kya
Kasam kya hoti hain
Kasam woh hoti hain
Jo todi na jaye bichhoda na paye
Yaar bichhadne lagte hain to
Rab ki aankh bhi roti hain
Kasam kya, kasam kya
Kasam kya hoti hain
Kasam woh hoti hain
Jo todi na jaye bichhoda na paye.